Season 1 of 7 - Islaami Nizaam PDF

You might also like

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 2

Teacher’s Training - Season 1/7

Topics and Synopsis


Topic 1: Akhlaaqi Nizam (Moral System)
Synopsis:
• 2 Types of Aqlaaqiat:
o Common (Insaani Buniyaadi Aqlaaq) → Where does it end?
o Islaami Aqlaaqiat →Iski bulandi kahan tak hai?
• Nabi SAW ke aqlaaq:
o Personal Aqlaaq
o Logon ke saath ke aqlaaq
o Aapsi aqlaaq

• How Nabi SAW implemented his thoughts?


• Aaj ke haalaat me kya giraawate hain?
o Iska solution kya hai? (Aise solutions jo hum khud bhi kar sakte hain aur doosron se
bhi umeed rakh sakte hain)
o As a Teacher ya Daaei, hum isko aaj ke daur me kaise implement kar sakte hain.

Topic 2: Roohani Nizam (Spiritual System)


Synopsis:
• Ruhaaniyat per baat kerne se pehle Doosre mazhabon me Ruhaaniyat ki baat ki jaaye.
• Islami ruhani nizam aur doosre mazhabon ke ruhaani nizaamon me farq. (Ek Table ke zariye
se samjhaen)
• Dusre mazaheb ke Ruhaani nizam aur Islam ke Ruhaani nizam ke raaste aur maqsad me farq.
o Maqsad ko achieve karne ke liye ‘Islaam ka Ruhani Nizaam’ Nabi SAW aur Quran ki
rowshni me.
▪ Qalb, Rooh, Nafs ke kaam kya hai.
▪ Tazkiye nafz ka maqsad?
o Iss Goal ko achieve karne me asraat aur kaifiyaaten kya banti hai (Seerat ki rowshni
me samjhaiyye.
• Aaj ke haalaat me hamari kamiaan kya hai? Iska solution kya hai? (Aise solutions jo hum
khud bhi kar sakte hain aur doosron se bhi umeed rakh sakte hain, as a teacher/Daaiee)

Topic 3: Aaili Nizam (Family System)


Synopsis:
• Ayyame Jaahiliyat me ek khandaan ka Nizaam kinn buniyaado pe thehra tha.
• Hindustan me Islam se pehle Khandaani nizam ki kya noiyyat (tareeqekaar) hota tha.
• Nabi SAW ne Aaili nizam ke andar kya kya tabdeeli laai?
• Moujooda daur me Muslim Aaili nizaam me kya-kya kharaabiaan aai, aur uske wajoohaat kya
hai?
• Iske kya hall hain, aur isme hum kis tarha behtari laa sakte hain.
Topic 4: Muashrati Nizam (Social System)
Synopsis:
• Qoumon ka urooj o zawaal fitrat ke usool.
• Nabi SAW ke zamaane me Muashra ke nuiyyat aur uski hadein kya thi.
• Nabi SAW ne muashrati nizam me kya tabdeeliyaan laae aur usse kya asraat huwe.
• Aaj ka jo muashra collapsed hai, uske wajoohaat kya hai
• Aaj ke muashre ko (as a teacher/daaiee) kaise uthaya jaae.
• Note: Only provide high level details of Huqooq, no need of details.

Topic 5: Muaashi Nizam (Economic System)


Synopsis:
• What is economic system?
• Nabi SAW ke zamane me Dunia me kis tarah ka economic system tha?
• Nabi SAW ne kya tabdeeliaan (economic reforms) laai?
• Nabi SAW ne Muaashiat (economy) ko Islamic revolution ke liye kaise istemaal kia.
• Moujooda daur ke dono nizam (Capitalism aur Communism) aur Islami Nizam ka farq kya hai
(Table/Chart ke zariye samjhaiyye). Aaj ke haalaat me kiss tarha hum Islami Muaashi nizam
ke taraf wapas jaa sakte hain.

Topic 6: Difaai Nizam (Defence System)


Synopsis:
• 3 Forms of Defensive system (Individual, Social, Country).
• Nabi SAW ke time pe Mulkiyat difaai kaise karte they?
o (Army, arms and ammunition, how was financing controlled)
• Jungon ka maqsad uss daur me? (purpose of wars)
• Islaam ka Difaai Nizaam kya hai?
o Jihaad kab applicable hai?
o Nabi SAW ne Arms aur Army kiss tareeqe se istemaal kia?
o Nabi SAW ke revolution me defensive system ka kya role tha.
• Modern Wars (World War I and II)
o Reasons and casualties
o Nuqsaan kitna hua
• Aaj ke zamaane me Islamic aur non-Islamic countries ka Difaai nizam kaisa hai?
• Conclusion: How to protect ourselves in current situation?

You might also like