Story Chetan

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 2

Lalchi chanawala

Gopalganj naam ek gaon tha jaha bhushan raha karta tha


.bhushan peshasa ek chatpata chana bhechna wala tha .bada
,budda aur baccho ko bhushan ka haatho ka chatpatta chana bada
pasand aata tha.yaha tak agar kabhi bhushan ko aanamain late
hojaya toh log uska intezar tak kar leta tha .dheera dheera samay
beetta gaya aur bhushan ka chatpatta chana ka charcha gaon gaon
tak hona lagi thi aur yaha tak ki gaon gaon sa log bhushan ka pass
aana laga chatpatta chana khana bhushan apne kaam ko itna dil sa
kar raha tha ki ussna gaon main apni ek khudki chattpata chana ki
dukan khol di .ek din bhushan chana bech kar aarah tha tabhi uski
mulakat uska dost mintu sa hoti hai .mintu ko itna paiswala dekh
kar bhushan bohat chok .bhushan jab mintu sa baat karta hai .tab
ussa pata chalta hai ki gaon ka mutabik sehar main kahi jyada
kaamai hai .mintu ka waha sa chala jana ka baad bhushan yeh soch
ta raha ki ab who sehar main apni ek dukan kholega aur khoob sara
paisa kamega .bhushan din raat mehnat main lag gaya par iss baar
ussa uski mehnat ki kammai nhi mil rahi thi .jis sa who bohat
pareshan rehna laga tab ek din uska pass mintu aaya ussa uski
pareshani ka karan puch raha rha tha .bhushan na uska pareshani
ka bataya tabhi mintu ki khurafati dimag main ek idea aaya aur
bhushan sa kaha ki mera pass ek powder hai agar tum issa apni
chana main mila kar bechoga toh tumhara chana aur bhi swadisth
hojayega aur log aur bhi khareedenga .yeh sunkar bhushan bohat
khush hua aur mintu sa who mehngi powder khareed li .uska
milana ka baad waisa thik hua jaisa mintu na kaha uss daw aka
milana ka baad bhushan ko apni mehnat sa jyada paisa milna
laga .bhushan bohat khush hojata hai aur maan hi maan yeh soch
ta hai ki ab usska sehar main dukan lena layak paisa hojayega .par
ek din who powder khatam hogaya aur mintu bhi gaon sa kuch dino
ka liya bhar gaya tha bhushan bina powder ka chana bechna laga
par logo ko uska taste pasand nahi aaya aur dheera dheera logo na
chana bhushan ki dukan sa khana band kardiya iska thik ek hafte
baad logo ki tabiyat bigad na lagi aur jab doctor sa dikhaya gaya toh
pata chala ki bhushan apne chana main nasha ki powder milata tha
jis ka karan logo ki aisi dasha hui .police na bhushan ko pakkad liya
aur bhushan na bhi sab sach bata diya aur police na mintu ko bhi
pakkad liya .aur bhushan ko samjh main aagaya ki agar who
mehnat sa kaam karta aur lalach nahi karta toh shayad aaj who
yaha nahi hota

Iss kahani sa huma yeh sikh milti hai ki zindagi main huma kabhi
paiso ka lalach nahi karna chaiye

You might also like