Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Kidhmat sara name Ehsas ka hay

Walayat/Faqeeri

Allah jab dil ki ankhain kholta hay to Allah apna muqam dikha deta hay

Ikhlas walay hidayat kay charagh hotay hain


Story of Abdullah .... in Bagh

Lolun day wich Wasay ho

Murshad Kamil , YAqeen Mutazalzil to Abu Jahil ban jata hay


Murshad Na-Mukamal, Yaqeen Kamil to Abdullah aisay ban jata hay

jab tk bikay na thay koi puchta na tha, tu nay kareed kar anmol kar dia

Sacha Ikhlas Safar tay karta hay

Murshad say Mohabad nahen hoti Ishaq hota hay, Ishaq main aib be khobian nazar aite
hain, insan tabsray or shikwa nahen karta
ishaq main shikwa ishaq ki tazlil hay, Ishaq Ba-wazahat (no justification) hota
hay.

Swizerland dunya ka wahid mulq hay jahan aik ghareeb be nahen, lakin jb a
darkhawast dain main marna chata hon to darkawast kabol kar li jati hay.
Moht Qanonan Jaiz hay

Habib e Kuda day Faqran to Sadqay


Na Janat to Sadqay Na dozakh to Sadqay
Tere Zulf day jan Aseeran to Sadqay

Hazrat Ibrahim Bin Adham farmatay hain, Allah nay humain jo Sukoon dia hay agar
badshahon ko pta chal jaye to talwar lay kay toot parain.

Mohabat

1000 Sal.

You might also like