Mahabharat All Song Lyrics in English

You might also like

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 25

Lyrics-Explorer 

Mahabharat all song lyrics in English


Leave a Comment / TV Show, Article / By lyrics-explorer

Table of Contents
1. Mahabharat Lyrics details
2. Abhimanyu Sad Song Lyrics
3. Chhodna Sath Apno Ka Song Lyrics
4. Daatao Ka Daata Song Lyrics
5. Dharmecha Shlok Song Lyrics
6. Dushman Ka Naata Tha Song Lyrics
7. Ek Maa Ki Santane Song Lyrics
8. Gandiv Dhaari Arjuna Song Lyrics
9. Jagath Mein Samay Maha Balwan Song Lyrics
10. Jeevan Ke Is Pal Mein Song Lyrics
11. Krishna Krishna Song Lyrics
12. Kshatriya Satyawadi Cha Song Lyrics
13. Kumari Chaapi Panchali Song Lyrics
14. Main Draupadi Jisne Bachpan Song Lyrics
15. Murali Manohar Song Lyrics
16. Narayanam Shlok Song Lyrics
17. Parshuram Shishyaha Karnah Song Lyrics
18. Mahabharat parshuram theme song lyrics
19. Surya Dev So Gaye Song Lyrics
20. Surya Mantra Song Lyrics
21. Surya Putra Karna Song Lyrics
22. Tyago Se Naata Hai Song Lyrics
23. Vyarth Chinta Hai Jeevan Ki Song Lyrics
24. Yagyaseni Ka Yeh Vachan Song Lyrics
25. Yah Jeevan Sansaar Yah Song Lyrics
26. Yeh Kaisi Duvidha Hai Song Lyrics
27. Yudhh Yeh Vinash Hai Song Lyrics
28. Incoming search key
28.1. Related

Mahabharat all song lyrics in English music composed by Ajay Gogavale, Atul Gogavale the new Mahabharat star
casts Shaheer Sheik, Pooja Sharman, Saurabh Raj Jain, Sameer Dharmadhikari, Vivana Singh, Sayantani Ghosh,
Arav Chowdhary, Puneet Issar, Rio Kapadia, Ratan Rajput, Mansi Sharma, Shafaq Naaz, Praneet Bhatt, Rohit
Bharadwaj, Arpit Ranka, Aham Sharma, Vibha Anand, Vin Rana. It will telecast Hindi, Kannada, Tamil, Malayalam
language directed by Siddharth Kumar Tiwari

Mahabharat all song lyrics in English a song from Mahabharat 2013 historical Indian television series based on the
ancient Sanskrit epic Mahabharat and telecast on StarPlus.Mahabharat 2013 Original language Hindi and Dubbed
in Tamil, Telugu, Malayalam, Marathi, Bengali, Kannada, and more languages. Read _ in below
Mahabharat Lyrics details

TV Mahabharat (2013)
Show

Starring Shaheer Sheikhn, Pooja Sharman, Saurabh Raj Jainn, Sameer Dharmadhikari, Vivana Singh, Sayantani
Ghosh, Arav Chowdhary, Puneet Issar, Rio Kapadia, Ratan Rajput, Mansi Sharma, Shafaq Naaz,
Praneet Bhatt, Rohit Bharadwaj,Arpit Ranka , Aham Sharma, Vibha Anand, Vin Rana

Singers Chorus

Release 16th September 2013


on

Music Ajay Gogavale, Atul Gogavale


Director

Genres Devotion

Director Siddharth Kumar Tiwari

Abhimanyu Sad Song Lyrics


Dhaal thi talwar thi veer ki lalkaar thi
Jwala thi tripat rakt ki
Hunkaar thi yeh shatra ki
Mahshkti veer wo banke veero se lada
Haar ke bhi jeet gaya aisa tha wo yodha
Abhimanyu…. Abhimanyu….

Chhodna Sath Apno Ka Song Lyrics


Chhodna sath apno ka koi na chahe
Birha ki bela kaise sanjo gaya
Na chahate bhi sang chhut hi jaaye
Chhaya mein jiski bita sara bachpan
Chhod ke aaj nikla vrindvan mohan
Yeh jeevan hai uska
Samarpan samarpan

Beete pal jo tum sang


Wo kaise bhulaye
Yeh judai kanha ki kitni rulaye
Chhod ke aaj nikla radha ko mohan
Yeh jeevan hai uska
Samarpan samarpan.

Daatao Ka Daata Song Lyrics

Daatao ka daata
Dar pe jo bhi aata
Lauta wo paa kar daan hai
Dukhiyo ka dukh lena
Khushiya aur sukh dena
Daani ki yahi pehchan hai
Daatao ka daata
Dar pe jo bhi aata
Lauta wo paa kar daan hai
Dukhiyo ka dukh lena
Khushiya aur sukh dena
Daani ki yahi pehchan hai.

Dharmecha Shlok Song Lyrics

Dharme cha arthe cha


Kaame cha mokshe cha
Bharatarshabha
Yadhihasti tadanyatra
Yannehasti na tadkvachit
Yadhihasti tadanyatra
Yannehasti na tadkvachit
Dharme cha arthe cha
Kaame cha mokshe cha
Bharatarshabha
Yadhihasti tadanyatra
Yannehasti na tadkvachit
Yadhihasti tadanyatra
Yannehasti na tadkvachit.
Dushman Ka Naata Tha Song Lyrics

Dushman ka naata thaa


Nikla woh bhrata hain
Ab koi nahi samadhan hain
Apne hi apno ke
Ban baithe dushman hain
Vidhi ka ye kaisa vidhaan hain

Ek Maa Ki Santane Song Lyrics


Ek maa ki santane bhai do anjaane
Rishto ki yeh kaisi vaytha hai
Apne hi apno ke ban
Baithe dushman hai
Vidhi ka yeh kaisa vidhaan hai

Mahabharat mahabharat…

Ek Maa Ne Pala Hai Song Lyrics

Ek maa ne pala hai


Kis maa ne janama hai
Astitva ka yeh sawal hai
Radhe hun radha ka
Na hu kisi aur ka
Maa ko pata kiska yeh dan hai

Mahabharat mahabharat.

Gandiv Dhaari Arjuna Song Lyrics


Gandiv dhaari arjuna aa aa..
Mahesvashaa dhananjaya aa aa..
Gandiv dhaari arjuna
Mahesvashaa dhananjaya

Aa aa..aa aa..aa aa..

Tato arjunaha
Brit manaa bhabhurvah vightajwarah
Krishanashchasatya vaghha sindhhtyovi
Bhavita arjunha
Gandiv dhaari arjuna aa aa..
Mahesvashaa dhananjaya aa aa..

Gandiv dhaari arjuna


Mahesvashaa dhananjaya.

Jagath Mein Samay Maha Balwan Song Lyrics


Yahah jeevan sansaar
Yahah sabhi kaal ka khel
Honi hokar hi rahi
Jhel sake to jhel

Jagath mein samay maha balwan


Jagath mein samay maha balwan
Sukh dukh dono jeevan saathi
Vidhi ka yahi vidhaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan

Pal bhar mein sinhasan chhuta


Mukut aur aabhushan chhuta
Dhan daulat sab mehel attari
Chhut rahein hain baari baari
Van ki aur chala sanyasi
Chhod raaj sanmaan
Jagath mein samay maha balwan
Jagath mein samay maha balwan.

Jeevan Ke Is Pal Mein Song Lyrics


Jeevan ke is pal mein
Sachhi ke path mein
Chalna nahi aasan hai
Kanto pe chalna hai
Agni mein jalna hai
Samay ka yahi vidhaan hai
Mera jo naata hai
Kal kaisa aata hai
Man mein yahi vishvas hai
Jeetenge ham ek din
Us din tak jaana hai
Dharm se vijay ytharth hai.Kar Diye Hai Maiya Ke Song Lyrics

Krishna Krishna Song Lyrics


Praatkaal mein dhenu charaye
Maakhan chori karke jo khaaye
Krishna krishna..
Woh hain krishna krishna..
Vrindaa van mein raas rachaye
Murali ki dhoon pe sab ko nachaye
Krishna krishna..
Woh hain krishna krishna..

Govardhana giridhari
Krishna krishna..
Mormukut sir dhaari
Krishna krishna..
Krishna krishna..
Woh hain krishna krishna..
Krishna krishna..
Woh hain krishna krishna..
Krishna krishna..
Woh hain krishna krishna..

Kshatriya Satyawadi Cha Song Lyrics

Kshatriya satyawadi cha


Tapasvi neeyata vrata
Ripushmati dayavanastha
Tsamat bhism prishaspithah
Tsamat bhism prishaspithah.

Kumari Chaapi Panchali Song Lyrics


Kumari chaapi panchali vedimadhya samosthita
Subhagaa darshiniaangi vedimadya manaoramaa

Shyaama padmaa paalashakshi neela kunchita murdhaja


Manysama vigraham kritva saksad amara varnini…
Neelotpala samoghandho yasaha proshaat pravaayati
Ya bibharti param rupam yasyu nasti upama bhuvi

Kumari chaapi panchali vedimadhya samosthita


Subhagaa darshiniaangi vedimadya manaoramaa.

Main Draupadi Jisne Bachpan Song Lyrics


Roshani ki tarah gyan ka utsaah bhara
Har taraf hain sab naya
Kab main khelun bachpan
Nayi nayi tasveere naye rango ka ujala
Agni meri bhagya rekha
Main draupadi jisne bachpan nahi dekha
Main draupadi jiki agani hain bhagya rekha

Kumari chaapi panchali vedimadhya samosthita


Subhagaa darshiniaangi vedimadya manaoramaa

Shyaama padmaa paalashakshi neela kunchita murdhaja


Manysama vigraham kritva saksad amara varnini…
Neelotpala samoghandho yasaha proshaat pravaayati
Ya bibharti param rupam yasyu nasti upama bhuvi

Kumari chaapi panchali vedimadhya samosthita


Subhagaa darshiniaangi vedimadya manaoramaa.

Murali Manohar Song Lyrics


Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari
Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari

Kahin tuti ho jo maakhan ki gagari


To khoje kanahiya yashoda ki nagari
Kahin tuti ho jo maakhan ki gagari
To khoje kanahiya yashoda ki nagari
Yun to hain woh saare jag ka vidhata
Jo maakhan pe aaye na chhode muraari
Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari

Sakha sang hoto hain chanchal kanahiya


Hain natakhat bada hi woh bansi bajaiyaa
Sakha sang hoto hain chanchal kanahiya
Hain natakhat bada hi woh bansi bajaiyaa
Chhede hain jab bhi bhi vraj gopi o ko
To mohe sakhiyon ko giridhar muraari
Murali manohar mohana muraari
Har ek roop mein teri leela nyaari

Kanahiya ke jaisa dayaalu…..


Kanahiya ke jaisa dayaalu sakha bhi
Hriday mein samaye na peeda paraayi
Tatpar sadda hi hunar ki madad ko
Ke adabhut hain teri leela muraari.

Narayanam Shlok Song Lyrics


Narayanam namaskritya
Naram chaiva narottamam
Deveem sarasvateem vyaasam
Tato jayamudeerayet
Narayanam namaskritya
Naram chaiva narottamam
Deveem sarasvateem vyaasam
Tato jayamudeerayet

Narayanam namaskritya
Naram chaiva narottamam
Deveem sarasvateem vyaasam
Tato jayamudeerayet
Om……
Parshuram Shishyaha Karnah Song Lyrics

Suryaputra karnah karnah..


Parshuram shishyaha karnah..

Suto va sut putro vayo


Vakova bhavamyaham..
Daiva yettam kule janm
Madayettam tu paurusham
Paurusham paurusham..

Sadev dharmha so dharmha


Anisht kaale pratishthitha
Adanmaha vridam hinsha
Dharmo gaavn sthigha sthitha
Adanmaha vridam hinsha
Dharmo gaavn sthigha sthitha

Sadev dharmha so dharmha


Anisht kaale pratishthitha
Adanmaha vridam hinsha
Dharmo gaavn sthigha sthitha
Adanmaha vridam hinsha
Dharmo gaav sthigha sthitha

Sadev dharmha so dharmha


Anisht kaale pratishthitha
Adanmaha vridam hinsha
Dharmo gaavn sthigha sthitha
Adanmaha vridam hinsha
Dharmo gaav sthigha sthitha.

Mahabharat parshuram theme song lyrics

Om……….
Agratah chaturo vedah
Pristhtah sasharam dhanuh
Idam bramham idam kshatram
Shapadapi sharadapi

Agratah chaturo vedah


Pristhtah sasharam dhanuh
Idam bramham idam kshatram
Shapadapi sharadapi.
Surya Dev So Gaye Song Lyrics

Surya dev so gaye chhaya andhera


Chup chaap ye gagan so gayi hain dhara
Tu bhi so jaa laal mera
Kehana na maa ka tu taal re
So jaa mere laal re
So jaa mere laal re

Humm…humm..laa laa

Surya Mantra Song Lyrics


Tat-savitur-varimahe
Vayam devashya bhojanam
Tat-savitur-varimahe
Vayam devashya bhojanam
Shritham sarva sadhakam
Dhuram bhagashya dhimahi
Vishvani dev savitar
Dhuritvani prashyuvah
Vishvani dev savitar
Dhuritvani prashyuvah
Yada bhadram tanmaam aasuh
Yada bhadram tanmaam aasuh.

Surya Putra Karna Song Lyrics

Suryaputra karnah..
Parshuram shishyaha karnah..

Suto va sut putro vayo


Vakova bhavamyaham..
Daiva yettam kule janm
Madayettam tu paurusham
Paurusham paurusham..

Suto va sut putro vayo


Vakova bhavamyaham..
Daiva yettam kule janm
Madayettam tu paurusham
Paurusham paurusham..

Tyago Se Naata Hai Song Lyrics


Tyago se naata hai
Neeti ke gyata hai
Satya hi inke pran hai
Man ki sahkti hai
Sachhi yeh bhakti hai
Dharm ki yahi pehchhan hai

Jeevan ke is path pe
Janmo ke bandhan se
Mukti mein chhipa kalyan hai
Paana kya khona hai
Honi ko hona hai
Jeevan hi inka balidan hai

Mahabharat mahabharat
Mahabharat mahabharat.

Vyarth Chinta Hai Jeevan Ki Song Lyrics


Vyarth chinta hai jeevan ki
Vyarth hai mrityu ka bhay
Aatmko na maar paate
Shastra agani na samay

Panch bhuto ki bani


Yeh deh keval vastra hai
Panch bhuto ki bani
Yeh deh keval vastra hai
Aatma ka jo vastavik hai
Ghar kahin anyatra hai
Hai parivar tanai satya
Jooth sab ka saath hai
Kuchh na khona kuchh na paana
Reekt rehte haath hai

Ishwar svayam hai shristi saari


Kahan usko khojna
Jo bhi hota shubh hi hota
Sab usi ki yojana
Kaamnae phal ki chhute
Woh hi sachcha karma hai
Ishwar charan mein ho samarpan
Wo hi keval dharm hai

You might also like