Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 1

chtiya ko to hum sub jante hai lekin doston ky aap ko pata hai ki chitiya ka bhi

hamare jaise samaj hota hai wo bhi hamare jaise hi rehti hai unme bhi hamare jaise
worker ke class hote hai yeh dharti par 130 million saal se reh rahi hai

namskar doston main hoon best faacts

is video ko pura last tak zarur dekhna

rani chiti big in size and they have wings

iska kaam ande dena hota hai

nar chiti rani chiti se chota hota hai

baki chiti ka kam ande ka rakhwali karna khana lana aur basti banana hai
inme hi sipahi chiti bhi hote hai jo ghar ki suraksha karte hai

rani chiti ki umar lagbhag 20-30 saal hoti hai lekin dusre sari chiti 45-60 din tak
hi zinda rehte hai

lekin agar rani chiti marjaye to baki sare chiti kuch hi din mein marjati hai

doston chiti ko saf saf nahi dikta hai lekin inke aakhon mein chote chote kai lens
jude hote hai jisske karan yeh jiske kaaran yeh har disa mein ek saath dekh pati
hai

inke sire pe do antenna lage hote hai jo inhe chijo ko chu ka mehsus karne me madat
karti hai
saath hi inke paas chijo ko pakadne ke liye bahut strong jabda hota hai

doston agar main aap se yeh puchu ki duniya mein sabse strong janwar konsa hai to
aapka jawab ky hoga hathi tiger lion

agar aap nahi jante hai to main aapko bata doon ki chiti aapne wajan se 20-30 guna
zyada waja utha sakti hai to technically

doston chitiyon ka kaan nahi hota magar wo vibration ko mehsoos karke

doston chitiya hamesa ek line mein hi chalti hai aur isiko dekhke traffic ko banaya
gaya

You might also like