Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 2

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Allah Allah Woh Bachpane Ki Phaban

Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam Us Khuda Bhaati Soorat Pe Lakho Salam

Mehre Charkhe Nubuwwat Pe Roshan Durood Kisko Dekha Ye Moosa Se Pooche Koyi
Ghul E Baagh E Risaalat Pe Laakhon Salaam Aankh Waalo Ki Himmat Pe Laakhon Salaam

Shahre Yaare Iram Tajdar E Haram Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
Nou Bahaare Shafa'at Pe Lakhon Salam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam

Shab e Ashra Ke Dulha Pe Daa'im Durood Uss Batool E Jigar Paara E Mustafa
Nausha E Bazme Jannat Pe lakhon Salaam Jumla Aara E Iffat Pe Lakhon Salam

Door o Nazdeek Ke Sunne Wale Woh Kaan Syeda Zahira Tayyaba Tahira
Kaan e Laal e Karaamat Pe Lakho Salaam Jaan E Ahmad Ki Raahat Pe Laakhon Salaam

Jis Ke Maathe Safa'at Ka Sehra Raha Woh Daso Jin Ko Jannat Ka Muzda Mila
Us Jabeen E Sa'adat Pe Lakhon Salaam Us Mubarak Jama’at Pe Lakhon Salam

Jis Ke Sajde Ko Mehraab e Kaba Jhuki Jin Ke Dushman Pe Laanat Hai Allah Ki
Unn Bhavo Ki Latafat Pe Lakhon Salam Un Sab Ahle Mohabbat Pe Lakhon Salam

Jis Taraf Uth Gayi Dam Mein Dam Aagaya Woh Umar Jis Ke Aada Pe Shaida Sakar
Us Nigah e Inaayat Pe Lakhon Salaam Uss Khuda Dost Hazrat Pe Laakhon Salaam
Mustafa Jaane Rehmat Pe Lakhon Salam
Jis Se Taarek Dil Jagmagaane Lage Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam
Us Chamak Wali Rangat Pe Lakhon Salam
Ghous E Azam Imam Ut Tuqa Wannuqa
Wo Zabaa(n) Jisko Sab Kun Ki Kunji Kahe Jalwa E Shan E Qudrat Pe Lakhon Salam
Uski Naafiz Huqumat Pe Laakho Salaam
Shere Shamsheer-Jan Shah e Khaibar Shikan
Jis Ki Taski Se Rote Hue Hans Pare Partave Dost Qudrat Pe Lakhon Salam
Us Tabassum Ki Aadat Pe Lakhon Salam
Jis Ki Mimbar Bani Gardane Auliya
Jisko Baare Do Aalam Ki Parwah Nahi Us Qadam Ki Karamat Pe Lakhon Salam
Aise Baazoo Ki Quwwat Pe Lakhon Salam
Hazrat E Hamza Shere Khuda Wa Rasool
Kul Jahan Milk Aur Jau Ki Roti Ghiza Zeenat E Qaadriyat Pe Laakhon Salaam
Us Shikam Ki Qana’at Pe Lakhon Salam
Be Azaabo Aetaabo Hisaabo Kitaab
Jis Suhaani Ghadi Chamka Taiba Ka Chand Ta Abad Ahle Sunnat Pe Laakhon Salaam
Us Dil Afroz Saa’at Pe Lakhon Salam
Mere Ustaad, Maa-Baap, Bhai Bahen Maahe Lahoote Khilwat Pe Lakhon Durood
Ahle Waldo Asirat Pe Lakhon Salam Shahe Naasoot E Jalwat Pe Lakhon Salam

Kaash Mehshar Me Jab Unki Aamad Ho Aur Hum Garibo Ke Aaqa Pe Behad Durood
Bheje Sab Unki Shauqat Pe Lakhon Salaam Hum Faqeero Ke Sarwat Pe Lakhon Salam

Arsh Ki Zebo Zeenat Pe Arshi Durood Jis Ke Aage Sare Sarwaraa Kham Rahe
Farsh Ki Teebo Nuzhat Pe laakhon Salaam Us Sare Taaje Rif’at Pe Lakhon Salaam

Noor E Ain E Latafat Pe Altaf Durood Patli, Patli Gule Quds Ki Pattiyan
Zaibo Zaine Najaafat Pe Laakhon Salaam Un Labon Ki Nazakat Pe Lakhon Salam

Sarve Naaz E Kidam Maghze Raaze Hikam Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
Yakka Taaze Fazilat Pe Laakhon Salaam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam

Nukta E Sirri Wahdat Pe Yakta Durood Woh Dahan Jiski Har Baat, Wahi-Aye Khuda
Markaze Daure Kasrat Pe Laakho Salaam Chash’maaey Ilmo Hikmat Pe Lakhon Salam

Sahibe Raj'ate Shamso Saqqul Qamar Noor Ke Chasme Lehraye, Dariya Bahe
Naib E Daste Qudrat Pe Laakho Salaam Ungliyo Ki Karamat Pe Lakhon Salam

Jiske Zere Liwa Aadam o Man Siva Khaai Qur’aney Khaake Guzar Ki Qasam
Uss Sada E Siyadat Pe Laakhon Salaam Us Kafe Paa Ki Hurmat Pe Laakho Salaam

Arsh Taa Farsh Hai Jiske Zere Nagee(n) Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
Uski Qaahir Riyaasat Pe Laakhon Salaam Sham E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam

Asle Har Bud o Bahbood Takhme Wajood Khalq Ke Daad Ras, Sab Ke Fariyaad Ras
Qasim E Kanze Ne'amat Pe Laakhon Salaam Kahfe Roze Musibat Pe Lakhon Salam

Fathe Baab E Nubuvvat Pe Behad Durood Sham-E Bazme ‘Dana Hu’ May Gham Kum Ana
Khatme Daur E Risalat Pe Laakhon Salaam Sharhe Matne Huyyat Pe Lakhon Salam

Sharke Anwaare Qudrat Pe Noori Durood Jis Se Khaarey KooWey Shiraaey Jaa Bane
Fat-he Az Haare Qurbat Pe Laakho Salaam Us Zulaaley Halaawat Pe Lakhon Salam

Be-Saheemo Qasimo Adeelo Maseel Mujh Se Khidmat Ke Qudsi Kahe Haan RAZA!
Jouhar E Farde Izzat Pe Laakho(n) Salaam Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam

Sirre Ghaib E Hidayat Pe Ghaibi Durood Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
Itre Jaibe Nihayat Pe Laakho Salaam Sham-E Bazme Hidayat Pe Lakhon Salam
(Sallallahu Alaihi Wasallam)

You might also like