Surah Al-Baqarah Notes

You might also like

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 10

DAY 2

~ SURAH AL-BAQARAH-2~

🌼SURAH Al-BAQARAH AT A GLANCE🌼


(for better understanding for students)
~ Divided into 9 PARTs~
🌼 SUMMARY OF SURAH AL-BAQARAH 🌼
🌼 AYAH:[43-90] # DAY 02 🌼
Part :-3 , Ayat :40-123
Bani Israil
Allah ki Nematen & unki Nafarmaniyan

Ayat 40:- Allah ke Ahad ko pura karo ,

Ayat 41-43 :- Awwal kafir mat banjao


-Ayat becho nahi
-Haq batil ko na milao

Ayat 44 :- Logon ko neki hukm


& Forget ourselves?

Ayat 45:- Sabr and Salah se madad

Ayat 47:- Bani Israil - Duniya ki Qaum par Fazeelat !


Ayat 49:- Aale Firon - Beton ko qatal
- Firon se Nijat

Ayat 51:-Musa (A.S) -40 Nights


Kitab –Furqan

Ayat 54:- Bachde ko mabood


-Taubah ka hukm

Ayat 55:- Allah Taala ko dekhne ki Demand


Ayat 57 :- Man wo Salwa
- Badalon ka saya

Ayat 58-59: Basti mai dakhil


- Sajda
- Hittatun
- Ahzaab

Ayat 60: 12 chashme


Ayat 61: Tarah Tarah ke khaane ki demand
-zillat
-Maskanat
- Ghazab

Ayat 62 : Imaan Shart for kaamiyabi

Ayat 63 : Meesaaq / Ahad


-Toor ko uthakar

Ayat 65: Sabat ka khanoon ko toda Bandar phitkaare huai

Ayat 67-71: Gaye zubah ka


hukm.
- kya hamse mazaq?
- Gaye ki details ke
sawaal
Ayat 72: Qatal/ Murder ka
Waaqiya
Ayat 74: Dil sakht pattharo ki tarah ya usse bhi zyada
Ayat 78: Bebuniyaad umeeden aarzoo

Ayat 79: Barbadi - jo kitab ko lehkte aur bechte hain

Ayat 80: Aag nhi chukgi hame magar thode din

Ayat 83_86: Meesaq/Ahad_ki details

Ayat 87_90: Musa (as) __Isa(as)


_ Aap (saw) ke aane ki dua
_ Now zid ki bina par inkar
_ Ghazab par Ghazab
🌼 GLOSSARY OF SURAH AL-BAQARA AYAH:[40-90]
#DAY 02 🌼

‫ٓۡ ى ن َِب‬:-
Derived from ‫ ى ن ب‬Meaning- Bani: Beton ko kehte Hain,
Jisse Murad Aoulaad Hai/Children

‫ء نىليءَ ىا نرسب‬:-
Yaqub (As) ka Laqab Tha
•Israeel- ibrani Zaban Se Hai, iska Matlab "Abd ALLAH" Hai

‫ا نُُ ك كَۡء‬:-
Derived from ‫ م ت ك‬Meaning- Chupana/Conceal
1.Chupana Yani Jhut Bol Dena
2.Puchne Par Bhi Nahi Batana & Haq Ko Chupana
َ‫ص ٰلوة‬
َّ ‫اَقِ ۡي ُموا ال‬:-

1.ikhlaas
2.it'teba-e-Sunnat
3.Shara'yet, Fara'yez & Wajibaat ka Khayal Rakhna
4.Aw'wal Waqt
5.khushu-O-khuzu (Dar & Aajizi)
6.Regularity
7.Itminan & Sukoon ke Sath
8.Sabko Saath lekar Pardhna

‫ ىٓۡ ى ريب‬:-
Derived from ‫ ر ر ب‬Meaning- Khushki
•Birr- Aisi Neki Jo Insan ko Khushi/Sukoon Pahonchati Hai
•Har Qism ki Neki ko Birr kehte Hain

‫ا نُوك نَنب‬:-
Derived from ‫ و ل ت‬Meaning- Tilawat: Piche Piche Aana Yani
Jo Hum Pardh Rahe Hain Uska Matlab Samajh Aana & Uspar
Amal Kerna.
‫ۡ نَّ ىيب‬
‫ءر ب‬:-
Derived from ‫ ر ب ص‬Meaning- Apne Apko Rok Lena (-Ve
Reaction Se)

‫ء نر ِي ىع ىش نخلب‬:-
Derived from ‫ ع ش خ‬Meaning- ALLAH Se Dar kar
Aajizi/Humbleness Ikhtiyar kerne Wale/Those who bring a
lowly spirit

‫صلَ ْة َر ْح ِم ْي‬
ِ :-
Rishton ko Jordna Yani Barkat Ka Zariya Zindagi & Maal
Mein

‫ٓۡ اء َاب‬:-
Derived from ‫ و ل ب‬Meaning- Aaszmaish/Trial/Test

‫ءرُب بَ ك‬:-
‫ءبب‬
Derived from ‫ ب و ت‬Meaning- Palatna/Ruju kerna(ALLAH ki
Taraf)

‫ل نو َِى‬ ‫ ء نرۡ بب‬:-


‫ل وءر ب‬
•Mann- Shahed/Honey Jaisi Meethi Chiz Thi
•Salwa- Parinde ka Gosht (Like Chicken)
Assignment #Day 2.
(Al- Baqarah)

Refer ayat 83 & 84, Note down the points included In


Meesaq /Ahad of Allah .

 How many Types of hearts❤ mentioned in ayat 74 ?

You might also like