Download as txt, pdf, or txt
Download as txt, pdf, or txt
You are on page 1of 2

चाँद बहरूपिया है

रोज़ आता है ये बहरूपिया एक रूप बदलकर


रात के वक़्त दिखाता है कलाएं अपनी
और लुभा लेता है मासूम से लोगो को अदा से
पूरा हरज़ाई है
गलियों से गुजरता है कभी छत से बजता हुआ सीटियां
रोज़ आता है जगाता है बहुत लोगो को शब् भर
आज कि रात उफ़क़ से कोई चाँद निकले तो गिरफ्तार ही कर लो उसको

Na har sehar ka woh jaghra na shab ko be chaino,


Na chulha jalta hai ghar mein na aankhein jalti hain,
Main kitne aman se ghar mein udas rehta hon.

कभी कभी बाजा़र में यूँ भी हो जाता है


क़ीमत ठीक थी,जेब में इतने दाम नहीं थे
ऐसे ही इक बार मैं तुम को हार आया था ।

Tumhaarey Hont Bohat Khushk Khushk Rehtey Hai'n


Inheee Labo'n Pe Kabhi Taaza Shai'r Miltey Thay

Yeh Tum Ne Honto'n Pe Afsaaney Rakh Liye Kab Sey!

.आप क# खाितर अगर हम लट भी ल


आसमा

C या िमलगा चद चमक#ल

शीश
तोड़ क
!
चाद चभ जायगा उगली म
तो खन आ जायगा

aankhon mein jal rahaa hai kyuuN bujhataa nahiin dhuuaan


uthataa to hai ghataa saa barasataa nahiin dhuaaan
aankhon se aansuon ke maraasim puraane hain
mehamaan ye ghar mein aayein to chubhataa nahiin dhuaan

Raat Bar Bolthe Hain Sannaate


Raat Kaate Koi Kidhar Tanha
Humne Darwaaze Tak Tho Dekha Tha
Fir Na Jaane Gaye Kidhar Tanha

Dil mein kuchh youn sambalata hon gham,


Jaise Zewar sambalta hai koe

Masoom si nend mein jab koe sapna chaley,


Mujhko bhula laina tum palkon ke parde taley.

Jab bhi aankhon mein ashk bhar aaye,


Log kuchh dobtey nazar aaye.
Kabhee jhankho meri aankhein,
Sunaye ek dastan jo honto se kholoon na
Ae hairat e aashiqe
jaga mat

Hum tum tho nahi


par poochna hai
tum humse ho ya hum tumse

Jee mein aata hai ke


is kaan se soraakh karoon,
khainch kr dosri janib se
nikaloon is ko,
sari ki sari nachoroon yeh ragein,
saaf karoon,
bhar doon resham ki
jallai howi bukki in mein,

kash ekbar kabhi neend se uth kar tum bhi


hijr ki raato me ye dekho to kya hai hota hai.
raat chupchap dabe paon chali jati hai..
raat khamosh hai,roti nahi hansati bhi nahi...
raat chupchap...

Zulf mein yoon chamak rahi hai boond


Jaise beree mein tanhaa ik jugnoo

kyaa bura hai jo chhat Tapaktee hai !

Alwida Kehte Hue Jab Mene Us Shakhs Se Pucha Ke Koi Nishani To Do,
Wo Muskurate Hue Bole Judaai Hi Kafi He Agar Yaad Kar Sako To.

Kisi Ki Yaadon Se Agar Zindagi Guzar Jati,


Tou Kabhi Koi Kisi Se Milne Ki Fariyad Na Karta.

Kisi Ne Khoob Kaha Hai Parindo Ki Fitrat Se Aaye The,


Wo Mere Dil Mein,
Zara Pankh Nikal Aaye To Aashiyana Chhod Diya.

You might also like