Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 5

Surah Baqarah - Ayat 30

Insaaniyat ke Paidaish aur Adam ke Fazilat

‫َخِليَف ًة‬ ‫ْل َلٰٓـ‬


‫َو ِإْذ َق اَل َرُّبَك ِل َم ِئ ِة ِإ ى َجاِع ٌل ِفى ٱ ْر ِض‬
‫َأْل‬ ‫ِّن‬ ‫َك‬
Aur (woh waqt yaad kren) jab aap ke Rab ne farishton se farmaya
ke mein zameen mein khalifah banane wala hoon

‫َق اُلٓو ۟ا َأَتْجَع ُل ِفيَه ا َم ن ُيْف ِس ُد ِفيَه ا َو َيْس ِف ُك ٱلِّدَم آَء َو َنْحُن ُنَس ِّبُح‬
‫ِبَحْم ِد َك َو ُنَق ِّدُس َلَك‬
inho ne kahan - kya tu zameen mein kisi ayse shakhs ko
banaayega joh is mein fasaad krega aur khoonrezi krega?
halanke hum teri hamd ke saath tasbeeh krtay rehtay hain aur
pakeezgi bayaan krte hain,

‫َق اَل ِإِّنٓى َأْع َلُم َم ا اَل َتْع َلُم وَن‬


(Allah ne) farmaya mein woh kuch jaanta hoon joh tum
nahi jaantay.

Shiekh Rasheed Ahmed Umri Nazeeri


Surah Baqarah - Ayat 31

‫َو َع َّلَم َءاَد َم ٱَأْلْس َم آَء ُكَّلَه ا‬ Allah ne duniya ke


sab cheez ka ilm
Aur Allah ne Adam ko
Adam (alayhi salam)
tamam cheezo ke naam
ko sikha diya
seekha diye.

‫ىَل ْل َلٰٓـ‬ Jo cheezo ke naam


‫ُثَّم َع َرَض ُه ْم َع ٱ َم ِئ ِة‬
‫َك‬ Adam (alayhi salam)
phir unhein farishton ke ko sikhaaye, woh
samne pesh kiya farishto ke saamne
pesh kiye.

‫ٰٓـ‬
‫َف َق اَل َأۢنِبُٔـ وِنى ِبَأْس َم آِء َه ُؤ ِء ِإن نُتْم َص ِدِقيَن‬
‫ٰـ‬ ‫ُك‬ ‫آَل‬
aur farmaya: Mujhy inn cheezoh ke naam bata do
agar tum sachay ho?

Allah ne farishto se kahan, ki agar tum apne aap ko behtar


maante ho, to in cheezo ka naam batao.

Shiekh Rasheed Ahmed Umri Nazeeri


Surah Baqarah - Ayat 32

ۖ ‫َق اُلو۟ا ُس ْب َحٰـ َنَك اَل ِع ْلَم َلَنآ ِإاَّل َم ا َع َّلْم َتَنآ‬
Farishton ne kahan: teri zaat (har nukhs se) paak hai,
hamein kuch ilm nahi lekin joh tu'nay hamein
seekhaya hai

‫ِكي‬ ‫ْل‬‫ٱ‬ ‫ِلي‬


‫َع ُم َح ُم‬ ‫ْل‬‫ٱ‬ ‫َت‬‫ن‬‫َأ‬ ‫ِإَّنَك‬
beshak tu hi (sab kuch) janney wala rehmat wala hai.

Yahan Farishte, Allah ke taarif kar rahe hai aur


Allah har cheez jaanta hai aur koi kaam, bina
hikmat ke nahi karta.

Shiekh Rasheed Ahmed Umri Nazeeri


Surah Baqarah - Ayat 34

‫َأ‬ ‫َأ‬ ‫َـ‬‫ٰٓـ‬


ۖ ‫َق اَل َي اَد ُم ِبْئ ُه م ِب ْس َم آِئِه ْم‬
‫ۢن‬
Allah ne farmaya: Aeh Adam! Ab tum in cheezo ke naam
batao
‫َغ‬ ‫ُم‬‫َل‬ ‫ْع‬‫َأ‬ ‫ِّن‬ ‫ْم‬‫ُك‬‫َّل‬ ‫ل‬ ‫ُق‬‫َأ‬ ‫ْم‬‫َل‬‫َأ‬ ‫اَل‬ ‫َق‬ ‫ْم‬ ‫آِئ‬ ‫َم‬ ‫َأ‬ ‫ُهم‬‫َأ‬ ‫ۢن‬‫َأ‬ ‫آ‬ ‫َّم‬‫َفَل‬
‫ْيَب‬ ‫ِإ ٓى‬ ‫ِه‬ ‫ْس‬ ‫ِب‬ ‫َب‬
‫ٱلَّس َم ٰـ َٰو ِت َو ٱَأْلْر ِض َو َأْع َلُم َم ا ُتْب ُدوَن َو َم ا ُكنُتْم َتْك ُتُم وَن‬
toh jab Adam ne un cheezo ke naam bataye, toh (Allah ne)
farmaya kya maine tum se nahi kaha tha ke mein asmaano
or zameen ki (sab) ghaib ke ilm ko jaanta hoon, aur woh bhi
jaanta hoon joh tum zahir krte ho aur jo chuhpatay ho.

Yahan Adam ke fazilat ka malum padta hai aur woh


farishto se behtar the, kyunki unke paas ilm tha.
Allah har cheez jaanta hai aur koi kaam, bina
hikmat ke nahi karta.

Shiekh Rasheed Ahmed Umri Nazeeri


Surah Baqarah - Ayat 33

‫آَّل‬ ‫۟ا‬ ‫َف‬ ‫َـ‬ ‫۟ا‬ ‫َك‬ ‫ْذ ُقْل ْل َلٰٓـ‬


‫َو ِإ َنا ِل َم ِئ ِة ٱْس ُجُدو ِل اَد َم َس َجُد ٓو ِإ ِإْبِليَس‬
Aur (woh waqt bhi yaad kren) jab hamne fariston se
farmaya ke Adam ko sajda kro toh sab ne sajda kiya
siwaye iblees ke

‫َأَبٰى َو ٱْس َت ْك َبَر َو َك اَن ِم َن ٱْلَكٰـ ِف ِريَن‬


is ne inkaar aur takabbur kiya aur (natijatan) kafiroun
mein se ho gaya.

Yeh sadjah tazeemi tha (Adam alayhi


salam ke fazilat keliye). Iblees ne
sadjah karne se inkaar kiya aur
takabbur kita.

Shiekh Rasheed Ahmed Umri Nazeeri

You might also like