Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 10

Duniya Dari Hindi song

By Jagadish

Yeh kaisi duniya hai bhai

Sochte hi dar lagta hai

Samajh mein kuch na aye

To mashuvarah lena jaroori hai

Duniya ki kamayi

Kum lagne lagi

Isme mera kya kasoor

Jitna bhi kamane laga

Fauran se biwi a tapak padi

Aur bolne lagi ki kya age hogi teri budget

Main seedha sada

Bhola bhala ladka

Biwi ke age kuch na bol saka

Hazir zawabi huyi

To pata chala ki ek kamayi

Mere se kuch na hogi

Teen chaar daftaro mein bhai aana jana

Aaj ki duniya mein yehi hai

Noka jhoki mujhe hain karna

To kya seekha mere bhai

Ki ek naukri karna

Aaj ke zamane mein

Mere ko nahi aata


Bhar pet kar khana

Mujhe hain karna

Duniya ki is reeti riwaz mein

Mujhe nahi hain phasna

Log jo bhi ho

Kuch bhi soche

Dimag mujhe hi khud lagana

Mashuvarah to log dete hain aaj bhi

Mujhe kuch to seekh mili

Par itna bewkoof bhi nahi

Ki saara kaam doosro mein saumpu

Mujhe apni kamayi

Khud se hi karni

Dimag mera hain

Uska istemaal mujhe hi ko karni

Doosro ka dimag main kyon ladau

Mujhe apne bal bute par

Noko jhoki karni

Doosre kya soche

Mujhe kuch na lena dena

Mera dimaag chala

To duniya ko mein sikhla doonga

Paisa mere ko aana hain

Logo ka udhaar baad mein mujhe hain karni

Uske liye main kyon aaj gavau

Kya seekha maine

Dimag mera hain doosre khud hi jaane


Yeh kaisi duniya hai bhai

Sochte hi dar lagta hai

Samajh mein kuch na aye

To mashuvarah lena jaroori hai

Aaj ke zamane mein

Khud ki taraki karni hain

Lakshya mera seedha hain

Bachat ki duniya hain

Zitna kar saka

Usme log shaamil huye

Aur mujhse seekh kar

Lakhpati ban gaye

Kitna bhi bachat karoo

Kum padne lag gaya hain

Jab aam dani hi nahi

To bachat ki seema kaise badau

Sochte hi dar lagta hain

Duniya ki kamayi

Kum lagne lagi

Isme mera kya kasoor

Jitna bhi kamane laga

Fauran se biwi a tapak padi

Aur bolne lagi ki kya age hogi teri bachat

Mujhe to batate chal


Main seedha sada

Bhola bhala ladka

Biwi ke age kuch na bol saka

Hazir zawabi huyi

To pata chala ki ek kamayi

Mere se kuch na hogi

Teen chaar daftaro mein bhai aana jana

Aaj ki duniya mein yehi hai

Noka jhoki mujhe hain karna

To kya seekha mere bhai

Bachat ki duniya

Pheeki ho jati hain

Jab aamdani hi kum ho

To bachat kya khaak karoo

Mujhe ab aamdani badani hain

To naukri ek kya karoo

Teen chaar mein dimag ladau

To zindagi ki ghudsavari

Achi tarah se aa jayegi

Yehi mujhe hain seekhna

Aur duniya ko mujhe hain batana

Yeh kaisi duniya hai bhai

Sochte hi dar lagta hai

Samajh mein kuch na aye

To mashuvarah lena jaroori hai


Nivesh ki hain yeh duniya

Sabko pata hain

Malamal kaise hona hain

Jyada dalo to duniya mein hain ghoomna

Kum pade to kamayi mein ghus jaana

Jitna jyada paisa

Utni nivesh karne ki anumati

Paisa har waqt jyada chahiye

Yeh sabki hain kamna

Mera kya hoga

Yeh mein hi janta

Duniya mein seekhna hain

To aamdani badani padti hain

Yeh maine jaan liya

Jitna bhi kamane laga

Fauran se biwi a tapak padi

Aur bolne lagi ki kya age hogi teri nivesh

Main seedha sada

Bhola bhala ladka

Biwi ke age kuch na bol saka

Hazir zawabi huyi

To pata chala ki ek kamayi

Mere se kuch na hogi

Teen chaar daftaro mein bhai aana jana

Aaj ki duniya mein yehi hai

Noka jhoki mujhe hain karna


To kya seekha mere bhai

Ki ek naukri karna

Aaj ke zamane mein

Mere ko nahi karni

Nivesh ki duniya main

Log puchte hain har samay

Kitna paisa lagauge

Utni jyada taraki kar sakoge

Ek naukri se mera kya lena dena

Main bana hi hoon

Teen chaar hazam karne ke liye

Maine apni seema bada di

To nivesh mein bhi

Main arab pati ban gaya

Yeh kaisi duniya hai bhai

Sochte hi dar lagta hai

Samajh mein kuch na aye

To mashuvarah lena jaroori hai


Bhar pet kar khana

Mujhe hain karna

Duniya ki is reeti riwaz mein

Mujhe nahi hain phasna

Log jo bhi ho

Kuch bhi soche

Dimag mujhe hi khud lagana

Aur duniyadari seekh kar

Ameer mujhe hain banna

Yeh duniya karz ka maidaan hain

Jise bhi pucho karz mein dooba hain

Main is duniya ka hissa

Karz ki duniya mein nihatta

Logo ka dimag khoob chalta hain

Karz ki is duniya bahut mehanga

Log doobte hain

Kabhi ubhar kar aate hi nahi

Shiksha ki is reeti riwaz main

Sab kurbaan hone ko razi

Yeh kaisi duniya hai bhai

Sochte hi dar lagta hai

Samajh mein kuch na aye

To mashuvarah lena jaroori hai


Duniya ki kamayi

Kum lagne lagi

Isme mera kya kasoor

Jitna bhi kamane laga

Fauran se biwi a tapak padi

Aur bolne lagi ki kya age hogi teri karz lene ki baari

Main seedha sada

Bhola bhala ladka

Biwi ke age kuch na bol saka

Hazir zawabi huyi

To pata chala ki ek kamayi

Mere se kuch na hogi

Teen chaar daftaro mein bhai aana jana

Aaj ki duniya mein yehi hai

Noka jhoki mujhe hain karna

To kya seekha mere bhai

Ki ek naukri karna

Aaj ke zamane mein

Mere ko nahi karni

Karz ki yeh dukhaandari

Mujhe nahi sambhala jata

Is duniya main sab log milte hain

aur puchte hain har samay


Kitna karz loge

Kitna jyada taraki kar sakoge

Ek naukri se mera kya lena dena

Main bana hi hoon

Teen chaar hazam karne ke liye

Maine apni seema bada di

To logo ne wah wah ki tareef kar di

Pata chala ki is maha sagar mein

Karz ki naukri khatre se khali nahi

Jitni baar naukri kar sakoo

Utna mera munafa

Ek naukri mere liye bakwaas

Duniya dari isi mein hain

Ki teen chaar mein taang adaaya

To karz se mukti

Nahi to shamshaan ghat mein

Apni ahuti
Yeh kaisi duniya hai bhai

Sochte hi dar lagta hai

Samajh mein kuch na aye

To mashuvarah lena jaroori hai

Duniya ki kamayi

Kum lagne lagi

Isme mera kya kasoor

Bhar pet kar khana

Mujhe hain karna

Duniya ki is reeti riwaz mein

Mujhe nahi hain phasna

Log jo bhi ho

Kuch bhi soche

Dimag mujhe hi khud lagana

Aur duniyadari seekh kar

Ameer mujhe hain banna

END OF DUNIYADARI SONG

You might also like