Budapa Hindi Song

You might also like

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 8

Budapa Hindi song

By Jagadish

Zindagi mein budapa aya

Maine mauj masti kar li

Sari zindagi kamayi ki

Budape mein aur jyada

Kamayi meri rog hain

Jitna bhi karoo kam hain

Raste bhar ki thokre khayi

Mazboot dil hain sambhal jata hain

Chori chupe waar maine kisi pe nahi kiya

Kabhi uljhan mein phasa bhi nahi

Jab se kaam shuru kiya hain

Pustako ki baithak saj jati hain

Yari dostana logo ki muskurahat

Inhi par jee kar aaj buda ho gaya

Waqt bhi kya cheez hain

Agar ho sake to phir se ghuma doo

Yari dostana sab gujar gaye

Main ek bacha hoon

Swarg ka darwaza khula

Main chal basunga


Choti si umr thi meri

Papa papa chilata that

Kabhi pata bhi nahi chala

Papa ne kaisa jhela

Is duniya ko

Jab mauka mile

Puch loonga jab gujra to

Umr aapko mubarak

Pure nabe saal jiye

Kabhi goli lagi

Kabhi seena chauda kiya

Waqt ki lehar mein

Aapne humko padaya

Shukriya kehna pada

Aapka beta ab pure

Satar saal ka hua

Aapki zindagi apne dosto ke saath

Meri dosti pustako ki baithak

Pata chal gaya ki kitne bhi din jiye

Kuch reh jate hain yaadein

Bina visfot ke yeh duniya nahi chalti

Gola barrood aapke darmiyan se gujri

Maine bhi sahi wahi warfare

Gali ke mauhale se shuru hokar rashtra dhwaj bana


Maa apne dino mein swabhimani

Ek karz bhi nahi liya

Mujhko bhi nahi sikhaya

Dosto se karz lena gunah hain

Jitni bhi zindagi tu guzare

Wahi kafi hain izzat lene aur dene ke beech

Waqt ka pahiya ghuma

Dono baap aur maa ne shaadi ki

Logo ki baduaye sahi

Shaadi huyi dono khush

Duniya beraham bankar badduye di

Dono ne sahi apni taraf se kurbani

Logo ko chahiye tha paisa unse

Muft mein koi roti nahi deta

Kaam karne ka tajurba dono mein

Main paida hua isi gali main

Naamkaran hua mera shiva

Kaam karne the anek

Neki dil tha gumshuda hona tha bach gaya

Maa baap izzat ki roti kamane mein mashhoor

Main padayi mein age par marks mein peeche

Pata chala ki nakalchi bandar banna gunah hain

Ache number na aye to kya gunah hain

Takdeer saath de to ameer jaroor banuga bina marks ke


Zindagi mein budapa aya

Maine mauj masti kar li

Sari zindagi kamayi ki

Budape mein aur jyada

Kamayi meri rog hain

Jitna bhi karoo kam hain

Raste bhar ki thokre khayi

Mazboot dil hain sambhal jata hain

Chori chupe waar maine kisi pe nahi kiya

Kabhi uljhan mein phasa bhi nahi

Jab se kaam shuru kiya hain

Pustako ki baithak saj jati hain

Pustako ki yeh mela maine apne bacho ko sikhayi

Ek vidwaan bana dusra paida hi nahi kiya

Aajkal ki aamdani itni badi hain

Dusra dekhoo to ghar grahasti chalegi bhi nahi

Dusra waise bhi nalayak hi paida hoga

Soch kar kamayi ka kaam ek beta par chodkar

Nidhan hone ka natak shuru kar diya

Chal basne ka karyakram shuru

Maine paisa ikhata kar diya

Aur logo ko bol diya mein aman aur shanti ka prateek

Mauhalla khush aur mein vidwaano ki baithak mein shamil


Biwi meri ameer khandaan se mili

Par maine paisa liya hi nahi

Sara paisa maa baapuji par luta diya

Aakhirkar ameer banna hain

To khud ke ped paudho aur vruksh se

Chaturayi ka itna hi ghamand hain

To teen chaar kitabe pado

Pata chalega ki vidwano ke desh main

Chaturayi nahi chalti par shiksha chalti hain

Kathor parikshram karo to zindagi vidwano ke liye bani

Chaturayi karo to naksha seedhe kaale paiso par atka

Seekhna agar hain is duniya se

To khud ki likhavat honi chahiye

Kya pata kis musibat ke sankat par

Kaam kar jaye likhne ki bimari

Jyada se jyada log kamayi karte hain

Isi shakha se aur umr bhar mauj karte hain

Logo ke sangeet se

Madhur wani kis ko nahi pasand

Par shiksha ke sangeet se mujhe milti bahut seekh

Baith gaya biwi ke saath hoti rehti hain baatcheet


Yari dostana logo ki muskurahat

Inhi par jee kar aaj buda ho gaya

Waqt bhi kya cheez hain

Agar ho sake to phir se ghuma doo

Yari dostana sab gujar gaye

Main ek bacha hoon

Swarg ka darwaza khula

Main chal basunga

Duniya se kya lena dena

Naukri karne ke liye biwi ne di shabashi

Pura karobar sambhala

Bete ko di seekh

Logo ki baate aur tane jhel

Bure is duniya mein koi nahi

Bas apne ghamand par hain uteern

Kuch ache hain aur kuch bure

Par soch ek hi hain sabki

Shaadi karenge dhoom dhaam se

Aur naukri karenge paiso ki lalach mein

Itni choti si baat agar tere dimag mein ghusi

To sabka palan poshan tu khud hi kar le

Log apne hain paraye bane to tujhe koi paisa nahi dega
Umr katti rehti hain

Dushmano ki sankhya badti rehti hain

Jaan ki baazi lagakar rasta khud banate hain

Logo ki tareef kar aur is duniya se chal bas

Zindagi mein budapa aya

Maine mauj masti kar li

Sari zindagi kamayi ki

Budape mein aur jyada

END OF HINDI SONG

You might also like