Script For Shorts#2

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Script #1

India ka First Restaurant kahan hai? Nahin pata! Are


Bhai Mumbai mein, Leopold Café 1871 mein start
kiya, Jahan Shootout bhi hua tha
but aaj bhi who jagah sabse famous aur busy hai

Script #3
Who started Wada Pav
Let me tell you: Ashok Vaidya ko Jaante aap Nahin
Toh Bala saheb Thakery ko toh Jarur jaante honge
1960 mein Sir Bole Entrepreneur bano Apna business
karo main support karega, Ashok Vaidya ne 1966 mein
pehla Wada pav centre Start kiya Jisme
Pav ke beech mein Green chutney aur Wada daal ke
diya aur bhai yeh toh Hit ho gaya aur Jab 70s 80s mein
strike ki wajah se Mill workers bechare berozgar hue
Tab unhine bhi yeh business shuru kiya.

1
Fun Facts
Fun Facts
Doston Kya aapko pata hai ki ek apple aapko ek cup
coffee se jyada energy deta hai
Aur itna hi nahin aapne yeh toh zarur suna hoga ki An
apple a day keeps the doctor away
Coffee lover shayad yeh baat shayad believe na Karin
but yeh sach hai ki agar aap afternoon ya evening ko
low feel kar
Rahe hain toh ek apple zarur try karein.
Iske high good carbs fiber minerals and vitamin C jaise
content ise ek special fruit banate hain jise aapko apne
diet mein zarur shamil karna chahiye

Script #2
Duniya ka Sabse pehla modern Restaurant agar aapse
koi pooche toh use aap bata dena ki woh Paris mein tha
joh 1765 mein Mr Boulanger ne khola tha jo wahan

2
soup aur Broths bechte the aur apne gate pe Ristorative
ka board lagate the jise ab Restaurant ke Naam se jaana
jaata hai,
Aur pehla Fine dine Restaurant khula tha 1782 mein
Again Paris mein Jiska Naam tha La Grande Taverne
de Londres Jiske Owner the Antoine Beauvilliers Jo ek
bahut bade Culinary writer bhi the.

You might also like