Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 6

Zeet hindi song

By jagadish

Zeet jau har baazi

Yeh mera usual hain

Kya keh jau is baar

Yeh meri manjoorgi hain

Dosto ki shabashi lena

Yeh meri daastaan hain

Zeetna mera kaam hain

Kya kahoo har baar

Yeh mera agaman hain

Kuch kahe bina rehna

Yeh meri fidrat nahi hain

Har mushkil ka samna

Jee bhar ke kiya

Kya zeeta kya haara

Yeh meri gulistan batayega

Maut bhi aye to kabool hain

Par harne ka maza tabhi ata hain

Jab bazi palat jaye kisi aur disha mein

Meri zindagi kurbaan ho kisi ke kaam a jaye

Haarte tabhi hain jab seemanyein kam pade

Who zindagi bhi kya zindagi hain

Jo gum mein bhi khushi baat de


To zindagi ka rukh badalte der na lage

Zeet jau har baazi

Yeh mera usual hain

Kya keh jau is baar

Yeh meri manjoorgi hain

Har disha kuch bayaan karti hain

Jis nazar se tumhe mein pehchaan saka

Who meri tauheen hain

Harna to padta hain par bazi kaun mare

Yeh meri ayana samne rakh kar batau

Har nazar mein tum kehlava deti ho

Zeetne ki khushi se jyada tumhari dastak yaad ati hain

Kya keh gaye ho tum aur maine kya sun liya

Disha bhi badal sake par tumne use bayan karne se inkaar kar diya

Gulistan mein hazar lekar au to tum sharma gayi

Kya khoya kya paya usme

Tumne kehne se dar gayi

Nazar mein to ayi teri muskurahat

Shaama bhi bujh jaye to parvane se kya shuru karoo

Dostana kabool kiya to izaat mang chuki

Har dhoke mein pyaar ka bayan hua

Kuch humse kehlva dete to kya jata tha

Mohabaat mein sab kurbaan ho jate hain

Kuch dekar gujar jate hain aur kuch lekar


Humse kya manga humne kya diya

Yeh to apne se puch lena fizool mein dena lena nahi aata

Zeet jau har baazi

Yeh mera usual hain

Kya keh jau is baar

Yeh meri manjoorgi hain

Har din dene ki bari ayi

To puchne chal baithi

Pyaar ki seem bada kar bolne lag chuki

Izzat ki roti kama to kaam ka haalchaal bhi nahi pucha

Bada chada kar bolna aya

To humne bhi fauran se iktilah kar di

Der aye par durust aye

Na jane kauch si ghadi thi ki aap farmaye aur hum chale aye

Bepanah mohabbat sab karte hain

Par koi na koi uski vakalat jaroor kar jata hain

Humse kya gustakhi huyi jo hum par vaar kar baithi

Nasiyat deni thi to tauheen karke kyon chal baithi

Nazar mein to ayi ho to sahi par kuch bol ke to chalo

Kahavate bahut ne humko pada chuke

Kabhi hamare paas akar ruk kar kuch kehlva bhi do

Bada chada kar bolne ki aadat hain

Humse yun rukh na modo

Dosto ki giraft mein hun

Kabhi gustakhi ho jaye to maafi bhi mangne chal baithunga


Izazat ho to who bhi kehlva dunga

Apni hi zubani hain

Dusro ki kahani hain

Kuch kahani adhuri hain

Zeet jau har baazi

Yeh mera usual hain

Kya keh jau is baar

Yeh meri manjoorgi hain

Har ek khel mein zeetu

Yeh meri nasal mein nahi hain

Kuch zeetne ki koshish mein

Kuch haar munasib hain

Har ek se bolte chal baithu

To usme meri gustakhi hain

Kya khone chala kya paa liya

Yeh meri takdeer mein likha tha

Tumne pad liya maine kehlva diya

Tamanna thi ki tumse kuch seekhu

Paya to kuch nahi par khone ka dar hain

Unchi awaaz mein baat karne ki izazat ho

To hoto se yehi gustakhi karne ki shamat hain

Wade karte hain sabhi par kabool koi nahi karta

Har ek dawa mein ayana khoju to nahi milta

Sheeshe se jake kya bolu who to suntan hi nahi

Kabool ho to gustakhi karke kuch ched du

Mana to tum kabhi kar hi nahi sakte yeh mujhe pasand hain
Har ek cheez mujhe chahiye yeh mujhe pata hain

Par kanto ki is nagari mein tum mil jau yeh maine kabool nahi kiya tha

Phir bhi mil gaye to maine gustakhi karke puch liya

Ki nazar mein ayi huyi cheez door bheju kyon who to paas hain

Zeet jau har baazi

Yeh mera usual hain

Kya keh jau is baar

Yeh meri manjoorgi hain

Har ek dawa mein kaam karne ki shamta hoti hain

Par nazar andaaz karne lage to gustakhi maaf bhi ho jati hain

Dawa tabhi kaam ki cheez hain jab istemaal kar sake

Jab dawa kaam kar jaye to zindagi badlne lagthi hain

Mere samne se bahut se chehre gumshuda hog aye

Par nazar mein ayi huyi har cheez maine apni zubani yaad kar li

Har ek chehre mein mujhe kuch mila to sahi

Par kanto ki takar dene ke liye yeh bhi kabool kana pada

Ki churayi huyi pechkash kisi ki kaam ki cheez nahi hain

Jab baya ho jaye to kisi na kisi ki tasveer mein phas jati hain

Hazaro tamnaye lekar ke hum chal to diye

Par bujhaye huye pyaas ko kaun yaad rakhta hain

Who to pyase ki tadap hain ki kisi na kisi ke kaam a jaye

Meri is zeet ka bhar pet kar bhojan kar lena

Jab bujh jaye to kaam kisi ka nahi kar pata yeh pet ki puja hain

Jab bhookh lage to kaam kar jaye

Pyasa ho to tadap ban jaye

Kabool ho to iktilaah kar dena

Izzat ki roti kamana har ek ki bas ki baat nahi


Zeetna hota hain har baazi

Tabhi milti hain pet puja

Aur hota hain gungaan kisi insaan ka

END OF ZEET HINDI SONG

You might also like