Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 5

Test

SECTION A
Translate the given 30 Hindi sentences into English
using appropriate tenses and semi-modal verbs.[30]
1) Kya veh ek saath school nahi jaate hain?
2) Aaj aap apne pariksha k liye kyun nahi padhai kar rahe
hain?
3) Kya unhone mujhe vaapis bulaya hai?
4) Vo ek mahine se car chalana seekh raha hai.
5) Kya vo subah 5 baje uth jaata hai?
6) Kya tumhara bhai is company mai job kar raha hai?
7) Tum 2 saal se is shehar mai kya kar rahe ho?
8) Hume shaam ko ghar jaldi pahuchna padta hai.
9) Rashmi ko humara intezaar nahi karna padta hai.
10) Pichle varsh Sumit yahan pratidin aaya karta tha.
11) Kya mai dhumrapan ka aadi tha?
12) Hum khana nahi banaya karte the.
13) Mera irada tumhe dhokha dene ka nahi hai.
14) Tumhara mere saath kya karne ka irada hai?
15) Mera irada nahi tha rude hone ka.
16) Kya tumhara irada hai apni padhai jaari rakhne ka?
17) Maine suna hai ki unka irada hai shaadi karne ka.
18) Mera irada hai apni sampati apne bete ko dene ka.
19) Train 1 ghante mai chalne vaali hai.
20) Hum presentation agle hafte khatm karenge.
21) Tumhe H.W bina T.V dekhe karna hai.
22) Company 150 employees ko nikalne vaali thi.
23) Mai answer sheet ko ache se dekh rahi hoon.
24) Hume vahan kab pahuchne ki zaroorat hai?
25) Tumhe sach jaanne ki zaroorat thi.
26) Pehle January mai bahut thand hua karti thi.
27) Mere papa mujhe apni car nahi chalane denge.
28) Mai kisi ko nahi bataunga.
29) Yeh Kanpur jaane ka raasta nahi hai.
30) Tumhe junk food nahi khana chahiye.

SECTION B
Write down the meaning of the following given words
in English and make appropriate sentences in English.
(Any10) [10]

1) Bhaybheet ( Kaafi negative feel karna).


2) Bahut zyada shor.
3) Gambheerta se mat lo.
4) Bahut zyada bhramit (confused).
5) Chance (opportunity) miss kar dena.
6) Kanjoosi.
7) Bahut zyada swadhisht.
8) Saraasar jhooth.
9) Rudely Jawaab dena.
10) Pheeka.
11) Bahut rachnatmak vichaar lekin vaastav mai
sambhav nahi.
12) Badtameeze.
13) Tumhe haraani hogi.
14) Mujhe abhi bhi doubt hai.
15) Bahut hi asaan kaam.

SECTION C
Stage Presentation. [10]
Topic - Picture Description

Q1) Describe and compare the pictures. What do you see?


What is happening?
Q2) What countries do you think are in the pictures?
Q3) Have you ever visited similar places? If not, would you
like to visit and why?
Q4) What could you do in places like that? Would you need
any equipment for those activities?
Q5) What kind of people live in places like that? Why?

Q6) Which place would you prefer to visit and why?

You might also like