Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 5

Beti apni parayi thodi

By Jagadish

Beti meri apni hain

Paraye jaise bartav kyon karoo

Hazar tofe lakar bhaint mein doo

To mera naam karan karke

Aval number mein pass ho jaye

To isme mera kya kasoor hain

Wade deta hoon hazaar baar

Beti hain meri pyari

Doo tofe ek number ke

Mange mujhse more

Deta hoon har baar once more

Pyari meri beti hain

Kehti kuch nahi

Mangne par mein inkaar thodi na karoo

Age peeche mere siva iska koi nahi

To chahat rakhti hain

Pyari meri beti hain

Ati hain ghudsavari mein

Jati hain meri car mein


Iska dhyaan rakhna mera kaam hain

Kaha se chal di banthan ke

Main uska baap hoon

Beti apni parayi thodi hain

Wade karte hain ek doosre ke

Shaadi karvaoonga uski dhum dhaam se

Dost usko hain pyare

Mera kehna maan leti hain

To isme mera kya jata hain

Galti se dosti bigad jaye

To mere samne rona dhona hota hain

Chalti rehti hain gaadi

Baap hoon main uska

Umr mein bada

Ched chaad kar jate hain dost uske

Main sambhal leta hoon

Beti akhir meri hain

Dost to paraye hote hain

Wada karta hoon

Dosti apni bemisaal

Baap hoon aval number ka shehzaada

Beti meri shehazaadi

Beti meri apni hain

Paraye jaise bartav kyon karoo


Hazar tofe lakar bhaint mein doo

To mera naam karan karke

Aval number mein pass ho jaye

To isme mera kya kasoor hain

Zindagi mein mili bahut der se

Phir bhi ro leta hoon raat mein

Uska bulava aye to gadi meri tez chalti hain

Kaha usko jana hain

Main tay kar leta hoon use

Wade kiye hain ek doosre se

Jab bhi takleef aye to doo jawab uko aval number mein

Kismet aazmana chahti hain har baar

Maine kaha rok tok ki

Zitni door who jaye

Main uske nazdeek a baithoo

Aur kuch geet ga ke

Uska dil behla doo

Iska dhyaan rakhna mera kaam hain

Kaha se chal di banthan ke

Main uska baap hoon

Beti apni parayi thodi hain

Wade karte hain ek doosre ke

Shaadi karvaoonga uski dhum dhaam se


Kehte hain shikayat karti hain mere bare mein

Itna bhi nikhatoo nahi hoon uska

Jo chup chaap se sahoo

Kuch bhi baat karni pade

Main hoon haazir uske samne

Karni nahi hain pareshani

Rehna hain duniya dari mein

To main kyon peeche hatoo

Hoon hi baap uska

Do char lafde pade

To kya jata hain

Duniya se to seekh ke a gayi

Meri gali ki chokri

Faulad jaisa tan

Phir bhi deti hain mujhko more fun

Pyari meri beti hain

Kehti kuch nahi

Mangne par mein inkaar thodi na karoo

Age peeche mere siva iska koi nahi

To chahat rakhti hain

Pyari meri beti hain

Ati hain ghudsavari mein

Jati hain meri car mein


Paisa usko bhi chahiye

Mangne se dar lage

To do chaar kadam badake

Paiso ka ghamand todke

Bata deta hoon ki kharcha kitna karna hain

Mangti hazzaar baar

Savings account hain dumdaar

Baap se na mange aur savings na kare

To kya ghar mila kya paya

Beti meri apni hain

Parayi thodi na hain

Iska dhyaan rakhna mera kaam hain

Kaha se chal di banthan ke

Main uska baap hoon

Beti apni parayi thodi hain

Wade karte hain ek doosre ke

Shaadi karvaoonga uski dhum dhaam se

END OF BETI SONG

You might also like