Aqwal e Zareen

You might also like

Download as doc, pdf, or txt
Download as doc, pdf, or txt
You are on page 1of 5

Logon Ki Zaroraton Ka Tum Se Wabasta Hona Tum Per ALLAH Ki Enyat Hai. (Imam Hussain A.S.

) Hazrat Ali A.S. Says Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho. [HAZRAT ALI (A.S.) Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn k is main meri marzi hai aur Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn k ye ALLAh ki marzi hai (Hazrat Ali A.S.) IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT aisi cheezain hain jin k milnay say log badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain( Hazrat Ali A.S. ) Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho, to tum use door se dekh rahe ho, Ya phir gharoor se dekh rahe ho ( Hazrat Ali A.S. ) Mujhe Jannat se ziada Masjid mein bethna Acha Lagta hai kyunke Jannat mein mera NAFS khush ho ga jab ke Masjid mein mera RAB khush ho ga. ( Hazrat Ali A.S. ) Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta, K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta, K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai.. Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon... K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai...... ( Hazrat Ali A.S. ) "Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de" ( Hazrat Ali A.S. ) "2 cheezein saari zindagi kaam ayengi, 1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo! 2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro! ( Hazrat Ali A.S. )

Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Or agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay. ( Hazrat Ali A.S. ) Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Ruth Jaye Usay Mana Lena Chahiye! Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein Chun Liye Jate Hain! ( Hazrat ALI a.s ) "Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta, yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta.." ( Hazrat Ali A.S. ) 4 Batain Elim Ka NIchour Hain, 1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay. 2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho.. 3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,, 4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!! ( Hazrat Ali A.S. ) "Golden Words" "Her INSAN ki izat aur uss sy mohabat kro,Kion k her INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror mojood hoti hai" ( Hazrat Ali A.S. ) Barish ka Qtra Seep or Saanp 2non k Munh mein Girta hai Lekin SEEP usay MOTI Aur Saanp usay Zehr bna deta hai jis ka jesa Zarf wesi uski Takhliq ( Hazrat Ali A.S. ) Jahan Sadaaqat Or Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Barhao Warna Tumhari TANHAEE Tumhari Behtreen Saathi Hai. ( Hazrat Ali A.S.) "3 kaam kisi k dil main ap ki izat barhatay hain: 1- Salam karna. 2- Kisi ko jagah dena. 3- ASAL NAM SE PUKARNA." (Hazrat Ali A.S.) Achi zindagi guzar ny k 2 tareeky hain. Jo pasand hain usay hasil kr lo ya Phr Jo hasil hain usay pasand kr lo. (Hazrat Ali A.S.) 3 Insan 3 chezon se mehroom rahenge 1.Ghusay wala Durust faisly se 2.Jhoota Izzat se 3.Jald baaz Kamyabi se. (Hazrat Ali A.S.)

Agr Tm Usy Na Pa Sako Jise Tm Chahte Ho,Tu Usy Zror Pa Lena Jo Tmhe Chahta Hy QK Chahne Se, Chahe Jane Ka Ehsas Ziada Khubsurat Hota Hy. HAZRAT ALI (A.S.)
2-Kisi ne Hazrat ALI R.A se poocha: Dost aur bhai main kya farq hai? Aap ne farmaya: Bhai sona hai aur dost heera hai. Us aadmi ne kaha: Aap ne bhai ko kam qeemat aur dost ko qeemti cheez se kyun tashbeeh di? To aap ne farmaya: Sone main agar darar aa jaye to us ko pighla kar bilkul pehlay jaisa banaya ja sakta hai. Jab ke heeray main aik darar aa jai to wo kabhi bhi pehlay jaisa nahi ban sakta. 3-Ager kisi ka zarf azmana ho to usko ziada izzat do! Wo Aala zaraf hoa to ap ko aur izat day ga! aur kam zarf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga! ( Hazrat ALI R.A ) 7-Hazrat ALI R.A SAYS TUMHARE 3 DOST HAIN 1 TUMHARA DOST 2 TUMHARAY DOST KA DOST 3 TUMHARAY DUSHMAN KA DUSHMAN TUMHARAY 3 DUSHMAN HAIN 1 TUMHARA DUSHMAN 2 TUMHARAY DUSHMAN KA DOST 3 TUMHARAY DOST KA DUSHMAN

Insan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre 'Hazrat Ali (a.s)

Logon ki zarorton ka tum sai wabasta hona tum par ALLAH ki anayat hai. (Hazrat Imam Hussain ) gunah kisi na kisi sorat me dil ke parishan rakhta he.(Hazrat Usman Ustaad ki maar baap k pyar se achi hai [ HAZRAT LUQMAN ] Chand k baghair raat bekar hai, aur ilm k baghair zehan. [ HAZRAT LUQMAN ] [HAZRAT ABU BAKAR ] Jo tujhey teri khamiyan batayewo tera dost hai. Paighame-Khuwaja Gunah karne se Itna Nuqsan Nahi Hota Jitna Apny kisi Bhai ko Haqeer ya Zaleel Samjhne se Hota hai. (Maktobat Ghareeb Nawaz) )

4 cheezon ki 4 jaga hifazat karna 1.Mehfil main zuban ki 2.Bazar main ankh ki 3.Namaz main dil ki 4.Dastarkhuwan pe pait ki HAZRAT UMAR FAROOQ "Rozana kuch waqt apni Maa k sath baith kar guzara karo, Q K Kal qayamat k roz ye waqt tumhari maghfirat ka zarya ban jayega. "IMAM HUSSAIN ) Insan ki tamam pareshanian 2 wajohat ki waja se hain. 1. Taqdeer se zyada chahta hai. 2. Aur waqt se pehlay chahta hai. (Imam Ghazali) Logo se bewaja behis mat kia kro QK tmhari izt khtm hojaegi or ziada mzaq mat kia kro QK logo ko tmse bat krne ki jurat peda hojaegi (HAZRAT IMAM HUSSAIN ) Insaan Duniya Ki Masrufiyat Mein Mashghool Hota Hai. Or Usay Pata Bhi Nahi Hota K, Jis Kapray Se Oska Kafan Ban'na Hai; Wo Bazar Mein Aachuka Hai. Imam Ghazali "Fatah" Umeed Sy Nahi ILM Aur KHUDA Par Aitmaad Sy Hasil Hoti Hai ... Hazrat UMAR Hazrat UMAR Nay Farmaya : " Mohtaji Or Ghurbat 6 cheezon ki Waja se Aati ha ... Jaldi Jaldi Namaz Parhne se Khare Ho kar Rafa Hajat karne Se Khare Ho kar Pani Peene Se Mooh Se Chiragh Bujhanay Se Dannt Se Nakhoon Katne Se Damaan ya Asteen Se Mooh Saaf Karne Se

You might also like