Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 2

Hybrid warfare and challanges for Pakistan:

Hybrid war ek full spectrum war hay jiske koi limitations nahe hoti aur is war mein dusham ki
har kamzoor jaga ko target banaya jata hay chahy woh phsyical ho yeh pshychological ho. yeh
ek new tactic hay war mein aur isy fifth gernation war bhi kaha jata hay. dusray alfazon mein
yeh ek mixture hota hay conventional, unconetiona. regular, irregal, information and cyber
warefare ka.

Ajkal, India specially pakistan kay kehlaf hybrid warfare tools ko use kr, pakistan ki faults lines
pe attack kar jo kay political instability ho gaye, religious issues ho gay, economical issues ho
gay yeh koi b domestic issues ho gay unahy use kar kay pakistan ko nuksan phnchanay ki
koshosh kr raha hay. Woh yeh sab kar kay ek pakistan ka image banaa chahtay hain
internationally kay pakistan ek economical weak, security kay hesab se bura coountry hain.

Aghr dekha jay toh Pakistan tradition, non-trational yeh sub coventional secuty challanges ko
encounter karta araha hay. Aur jo bhi pakistan ki forces hain unho ne traditonal securty
challanges ko bht achay se counter kia hay. Par, non-traditonal challnages paricularay, sub
convention yeh hubrid warfare threats jo hain woh pakistan ko bht nukan phncha rahe hain aur
ek bht bra chanllnge hain pakistan ki securtiy forces kay lea. in sab threat and challanges ko
maday nazar rakhte howay pakistan kay cheif of army staff General qamar jabed bajwa nahe
kaha tha kay pakistan ko ek comprehnsive strategy ki zarurat hay ta kay hybriud conflict ko
counter kia jay. mazeed unho neyeh kaha tha kay, hum confront kar rahay hain hybrid conflict ko
jahan jo focus hay woh shift ho raha hay to subversion on religious, sectarian, ethjinic and social
issues pe. Aur is kay leya humien ek national response ki zarurat hay.

Currently aghr dekhha jay toh pakistan internal aur external enemies dono say hi threats face kr
raha hay. Iskay adversaries jo hain woh tareget kar rahay hain below the threshold of coventional
warfare, aur use kr rahay hain blend of military and paramilitary tools, proxy forces, such as
radicalized militans and ethinc sepratisits, cyber instrument. Woh ek negative propaganda kartay
hain har jaga pe religious and ethinc fault lines ko exploit karte hain. kafi, jo hain woh
radicalized militants ko finance karte hain aur un se phr country mein terriorist activities
karwatay hain jisme woh civilians ko bhi target karte hain aur law enforcement agencies ko b
attack karte hain.

Pakistan ki covnetional preparedeness aur nuclear cabailities jo hain woh india kay agression ko
deter kr dayte hain. is wja se india ne abb yeh strtegy banai hay kay woh pakistan ko influnce
karay ga by ephaisisng on non-military tools. is wja se woh broad rage kay hybrid warfare tools
use kr kay destabilize kr rahay hain pakistan ko. Jisme woh cyber, information, surpirse,
deception and proxy forces ko use kr kay pakistan natuonal securuty ko jeopardize kr rahay hain.
aur according to the findings of comparitech pakistan jo hay woh stand karta hay 7th worst
cybersecurtiy countries mein.
Pakistan ki jo societry hain woh combination hay diverse ethincal, lingual, cultral and seactatian
sects ki. Aur India jo hay ini jaga be invest kar kay, finance kar kay pakistan kay kehlaf use kr
raha hain. Aur pakistan mein afghanistan ki anrartchial sitatuioon ki waja se kafi inteligence
agencies aur transnational terrior organiation work kar rahe hain jo kay pakistan kay khelaf sub-
convesntional warefare launch kr rahe hain. Jaisa kay ttp, bla, blf yeh woh organziations hain ko
kay raw aur afghanistan national directore of securty se funding leta hain to destabilize pakistan.
aur 2018 mein jo chinese consulate pe attack howa tha karachi mein bla ki thraf se woh bhi ek
supported by india hi tha aur ek part tha hybrid war ka.

Reconmmendations:
isme koi shaq nahe kay pakistan ki jo security agencies hain woh kafi kam kar rahe hain hybrid
war ko counter karne kay leya. par phr b ek adequate securitzation requiered hay. is waja se govt
ko chiay kay ek hydbrid warefare center establish karay. Jo kay assist karayga pakistani policay
makers ko yeh samkjhne mein hybrid warefare kay poehnomean ko, yeh policy banai jayge kay
jo bhi events hotay hain unahy kaisa deal kia jay, ek framework aur desgin banaya jay working
ka. Yeh center ek information sharing ka b kam karyge between at the government offices,
intergence agencies and armed focres, civlian law enforcement agencis ko bhi ta kay woh timely
action le sakien aur work kar sakien,.

You might also like