Main Agar Kahoon

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Main Agar Kahoon

(*tumko paya hain to jaise khoya hoon…


Kehena chahoon bhi toh tumse kay kahoon…*)2
Kisi jubaan main bhi vo lafj hi nahin ke jin main
Tum ho kya tumhe bata sakoon…
Main agar kahoon,’tum sa hassen kayanaat main
Nahin hai kahin
Tarif yeh bhi toh sach hain kuch bhi nahin…’
Tumko paya hain to jaise khoya hoon…
(music)
Shokhiyon main doobein ye adayein
Chehere se jhalki hui hain
Julf ki ghani ghani ghatayein
Shaan se dhalki hui hain
Leherata aachal hain jaise baadal,
Bahoon main bhari ho jaise chandani
Rup ki chandani…
Main agar kahoon,’yeh dikashi
Hain nahi kahin,na hogi kabhi’
Tarif yeh bhi toh sach hain kuch nahi
Tumko paya toh jaise khoya hoon…
(music)
(tum huye .meherbaan … to hain yeh dastan)2
Ab tumhara mera hain ek kaarvan ..
Tum jahaan main vaha …
Main agar kahoon ,’hamsafar mari apsara ho tum
Ya koi pari’
Tariff ye bhi toh sach hain kuch bhi nahin
**
Main agar kahoon ,’tum sa haseen
Kayanaat main nahi hain kahin ‘
Tariff yeh bhi toh sach hain huch bhi nahin…

You might also like