Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 3

Yaadon ke purane album mein

Chhupa ke rakhe hain humne woh din

Gullak mein padi chavanni si

Bacha ke rakhe hain humne woh din

Na kisi manzil ki fikar thi

Zindagi jeene ki umar thi

Dosti aur doston se udhar ke din the

Woh din bhi kya din the, woo

Hmm… woh din bhi kya din the, woo

Woh din bhi kya din the, woo

Hmm… woh din bhi kya din the, woo

Meri zindagi sawaari

Mujhko gale lagake

Baitha diya falak pe

Mujhe khaat se oothake

Meri zindagi sawaari

Mujhko gale lagake

Baitha diya falak pe

Mujhe khaat se oothake

Yaara teri yaari ko

Maine to khuda mana

Yaad karegi duniya

Tera mera afsana

Yeh dosti hum nahin todenge

Todenge dam magar tera saath na chhodenge..

O...

Gulabi aankhen jo teri dekhi

Sharabi ye dil ho gaya

Sambhalo mujhko o mere yaaron


Sambhalna mushqil ho gaya

Gulabi aankhen jo teri dekhi

Sharabi ye dil ho gaya

Dil mein mere khwaab tere

Tasveer jaise ho deewar pe

Tujhpe fidaa main kyun hua

Aata hai gussa mujhe pyar pe

Ek ajnabi hasina se

Yun mulaaqat ho gayi

Ek ajnabi hasina se

Yun mulaaqat ho gayi

Phir kya hua yeh na puchho

Kuch aisi baat ho gayi

Ek ajnabee haseena se

Yun mulakat ho gayi

Phir kya hua yeh na puchho

Kuch aisi baat ho gayi

Hmm Meharbaani jaate-jaate mujhpe kar gaya

Guzarta saa lamha ek daaman bhar gaya

Tera nazaara mila, roshan sitaara mila

Taqdeer ki kashtiyon ko kinara mila

Kehte hain:

Khuda ne iss jahaan mein

Sabhi ke liye kisi na kisi ko hai banaaya

har kisi ke liye

Tera milna hai uss rab ka ishaara

Maano mujhko banaya tere jaise hi kisi ke liye

Kuch toh hai tujh se raabta

Kuch toh hai tujh se raabta


Kaise hum jaane, hume kya pata

Kuch toh hai tujh se raabta

Doston aur unki dosti kuch aise hote hai...baht he kam samay me jindegi ka hissa ban jate hai ....aur fir
lagya hai..are yrr..ye nhi hote toh mera kya hota..ye nhi hote toh mera kya hota..dosti se badh kar kuch
chiz nhi hota...

Yaaron ne mere vaaste kya kuch nahi kiya Yaaron ne mere vaaste kya kuch nahi kiya Sau baar shukriya,
sau baar shukriya Hundred baar shukriya, Billion baar shukriya Tum jaise bewdo ka sahara hai dosto Tum
jaise bewdo ka sahara hai dosto Ye dil tumhare pyaar ka maara hai dosto Ye dil tumhare pyaar ka maara
hai dosto

Ehsaan mere dill pe tumhara hai dosto (2)

Ye dill tumhare pyar ka mara hai dosto (2)

You might also like