Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 2

.

Aaj hum baat karne vale hain kuch aise life lessons ki jo ki hum logon ko 18-22 ki

age me pata hone

chahiyen

20 -21 saal ki ummar aaisi hoti hai jab hum graduate hote hai ya college chor dete
hai beech me hi per done me hi ek baat comman hoti hai ki hummari yadein
chahe vo aachi hon ya buri hummare saath reh jati hain or hummare dost humse
aalag ho jaate hain kyonki sabhke kuch sapne hote hain or sabh unko pura karne
me lag jaate hainor hath hi haath ghar walon ke lecthures bhi shuru ho jaate hain
like aapni life me serious hojao life me ,aare nawab baithe hain kam karne ko mat
keh do bas inse

Or in sabh me hum log bahar nikalte kuch kam karne ke liye but life me iss age me
confussion bahot hoti hai samajh nahi aata kya karain koi bussines karta hai koi
job me lag jaata hai or kuch competitive exams me lag jaate hain or iss beach
hum logon se bahotsi galtiyan hoti hain or samajh aane lagta hai ki hum jaisa
sochte hain samajhte hain life vaise nahi chalti

Kyonki jab hum bahar nikalte hai toh aache bure har tarah ke bande se mulakat
hoti hai ,sacrificeis ,pressure ,confusion or log udash ho jaate hain ,logon ki
baatein sunkar baith jaate hai or kuch toh aakela rehne lagte hain or deepresed
bhi ho jaate hain or aapni 30-40 ki age me regret karte hain ki ye sabh batein us
time pe samajh jaate toh aaj kahin or hi hote

Toh aagar aap bhi 18-22 ki aage me ho tih is video ko pura dekhein or jo batein
main aabh batane jar aha hun unko samjhen or aapni life me vo galtiyan na karain
jo maine karee
 Bad habits can destroy u and the people around u
 Reasonable goals
 Take it slow
 You don’t have to impress everyone
 Sau NO is NOT a big deal
 Saving money is important
 We need to travel
 Keeping good company
 Plan and execute your ideas

You might also like