Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 1

Hello guys to Swagat hai apka humare is discussion panel mei Aur aaj hum baat krenge Women

Safety in India Par Mai hoon apki host Vanshika Mittal Aur ajke humare Guest hai Abhishek
Mukherjee Lakshay bhareja aur Devdeep Singh Abhishek Ek ka NGO hai jo Women ko Self Defence ki
Training dete hai Devdeep aaj ke humare expert hai Regarding Women Empowerment in India aur
Lakshay Humare expert hai Gender Equality and Gender rifghts.

Vanshika: To Abhishek aapko kya Lagta aaj ke scenario mei india ki women safe hai ?
Abhishek: Ha aaj ke Scenario Ko dekhte hue lagta hai Women safe hai india mai aur mera NGO yahi
Ensure krta hai Agar koi unko harass krne ki koshish kre to Aurte apna Self Defence kr Sake

Vanshika: badiya Bohut acha initiative hai ye apki Taraf se.

Vanshika: Devdeep aap ki tadaf Badhte hai Government Kya innitiative le rhi hai Women Safety Ke
Awareness ke liye?.

Devdeep: sarakaar ne Women Safety ke lie nirbhaya fund ki sthaapana ki hai, jisake lie
Ministry of Women and Child Development ke nirbhaya fund ko start kiya hai taki India mei Women
Safety aur Security Ko Bharaya Ja Sake Aur Awareness ko Bharava Mile

Vanshika : To Lakshay Government ne Kya rules and Regulations lagaye hai Regarding Women Safety
in India.?

Lakshay :

Government ne bohut sare Rules banaye To ensure women safety In india ?kuch rules hai jaise:
 The Dowry Prohibition Act, 1961
 Protection of Women from Domestic Violence Act, 2005
 The Sexual Harassment of Women at Workplace (PREVENTION, PROHIBITION and
REDRESSAL) Act, 2013
 The Criminal Law (Amendment) Act, 2013

Vanshika: to Devdeep
Government to Women Safety promote krne ke liye initiatives le rhi hai But As a Citizen of country
Logo ko kya Steps lene chahiye to create an Awareness?
Devdeep :Logo ko apne as a parent bachho ko unke childhood se hi Moral values sikhane Chahiye Aur
Opposite gender ko respect krna Sikhana Chahiye
Vanshika : So Aap kya Bolke End krna krenge Abhishek ?
Abhishek End mei mai bass yahi kahunga ki jis Desh mei Aurto ki puja ki jati hai Us Desh meI Aurto ki
Respect krna Chahiye

Vanshika : Thanks For Joining me With this Discussion I hope ki Aap ko Acha laga That’s all for this
Discussion panel . Thank you

You might also like