Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 2

FAREBI

Woh jo mera hua karta tha


Ab mera nahi hai

Mere hisse me andhere hain


Savera nahi hai

Hum jinki khatir roye hain raat bhar


Woh to sukoon se soye hain raat bhar

Ab jaan gaya hai dil mera


Woh pyar farebi hai
Har baat jhuti hai uski
Mera yaar farebi hai

Mera yaar farebi hai


Mera yaar farebi hai
Mera yaar farebi hai
Mera yaar farebi hai

--------------------------------------------------

Muskuraye huye humko ek arsa hua hai


Jazbaat nahi baki dil ye patthar sa hua hai

Manzoor nahi tha pehle


Tumko mere bina marna bhi

Ab bhool gaye ho tum


Bhoole se yaad karna bhi

Hum jinki khatir roye hain raat bhar


Woh to sukoon se soye hain raat bhar

Ishq ko duniya kehne wala


Yeh sansaar farebi hai
Har baat jhuti hai uski
Mera yaar farebi hai

Ab jaan gaya hai dil mera


Woh pyar farebi hai
Har baat jhuti hai uski
Mera yaar farebi hai

Mera yaar farebi hai


Mera yaar farebi hai
Mera yaar farebi hai
Mera yaar farebi hai

*******************

You might also like