Tajweed Test Anum

You might also like

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 11

TAJWEED TEST

BE HONEST, ALLAH IS WATCHING

Email *

azranazleesheriff@gamil.com

FULL NAME *

anum fathima

ROLL NUMBER *

21

AGE *

09

CITY AND STATE *

banglore karnataka

EDUCATION

3rd standard
PROFESSION *

student

There are 30 questions, each question carries 1 mark.

Letter Dhuad (‫ )ض‬ka Makhraj (Articulation Point) kiya hai? * 1 point

Zabaan (tongue) ki side upar dhaaron (molars) par touch karna hai

Zabaan (tongue) ki tip letter Zaa ke makhraj par touch karni hai

Zabaan ki side letter Daal ke makhraj par touch karni hai

Zabaan ki tip Dhaaron (Molars) me touch karni hai

Inme se kin letters ka Makhraj ek hi (same articulation point) hai? * 1 point

dhaal , Zaa (‫) ث س‬

Seen, Sheen (‫)س ش‬

Thaa, Dhuaa (‫)ت ط‬

kaaf, Qaaf (‫)ك ق‬


Halaq ke sabse upar wale hisse (upper throat) se kaunse huroof (letters) ada hote * 1 point

hain?

Ghain, Qaaf (‫)غ ق‬

Ghain, Khaa (‫)غ خ‬

Haa, Khaa (‫)ح خ‬

Aein, Ghain (‫)ع غ‬

Hams wale total kitne huroof (letters) hain? * 1 point

10

15

Agar Yaa Sakinah se pahle wale harf (letter) par Fat'ha (Zabar) ho, tou ye kiya * 1 point

kahlayega?

Yaa Madd

Yaa Leen

Saaqit Yaa
Agar Waaw Sakinah se pahle wale harf par Dhammah (Pesh) ho tou ye kiya * 1 point

kahlayega?

Waaw Madd

Waaw Leen

Saaqit Waaw

Madd e Laazim ki kiya condition hai? * 1 point

Huroof e Madd (Madd e Asli) ke baad Hamza usi lafz (same word) mein

Huroof e Madd (Madd e Asli) ke baad Hamza agle lafz (next word) mein

Huroof e Madd (Madd e Asli) ke baad Sukoon ya Shaadah usi lafz (same word) mein

Huroof e Madd (Madd e Asli) ke baad Sukoon ya Shaadah agle lafz (next word) mein

Lafz Mirsaad (‫ )ِم ْر َص اد‬me letter 'Raa' ko kaisa padhna hai? * 1 point

Mota (Heavy)

Bareek (Thin)
Hams ka kiya matlab hai? * 1 point

Awaz ka takrana (bouncing sound)

Jhatka dena (Jerk)

Hawa ka jaari hona (Air flow)

Awaaz ka jaari hona (Running sound)

Kamaa Aamana ( ‫ )َكَم ٓا َء اَم َن‬mein kaunsa Madd hai? * 1 point

Madde Muttasil (Wajib)

Madde Munfasil (Jayez)

Madde Laazim

Madde Ewadh

Agar harf 'Qaaf' (‫ )ق‬par sukoon ho, tou isey kaise padhte hain? * 1 point

Jhatka de kar (Jerk)

Takra kar (Bounce)

Narmi se (Softness)
Meem Sakinah ke baad kaunsa harf (letter) ho tou Ikhfa Shafawi hota hai? * 1 point

Meem ( ‫) م‬

Baa (‫)ب‬

Waaw (‫)و‬

Faa (‫)ف‬

Madde Laazim ko kitni harkat kheencha jata hai? * 1 point

4-5

5-6

Noon Sakinah ke baad agar harf 'Kaaf' (‫ )ك‬ajaye, to wahan kaunsa qaayeda (rule) * 1 point

apply hoga?

Izhaar

Idgham

Iqlaab

Ikhfa
Noon Sakinah ka Izhaar kitne huroof me hota hai? * 1 point

Ikhfaa total kitne huroof me hota hai? * 1 point

13

14

15

16

Naarullahi ( ‫ )َن اُر ٱِهّٰلل‬mein Laam e Jalalah ko kaisa padha jayega? * 1 point

Bareek (Thin/Tarqeeq)

Mota (Heavy/Tafkheem)

Lafz Qaala ( ‫ )َق اَل‬mein Alif ko kaisa padha jayega? * 1 point

Mota (Heavy/Tafkheem)

Bareek (Thin/Tarqeeq)

Dono tarah se padh sakte hain


'Idghaam' ka kiya meaning hai? * 1 point

Zahir karna (to show)

Chhipana (to hide)

Badalna (to change)

Milaana (to merge)

Lafz Awliyaa'a ( ‫ )َأ ْو ِل َي ٓاَء‬par rukne (waqf/stop) ki condition mein madd ko kitni * 1 point

harakat kheencha jayega?

4-5

5-6

2/4/6

4/5/6

Min ghairi ( ‫ )ِم ْن َغ ْي ِر‬mein noon sakinah par kaunsa qayda (rule) apply hoga? * 1 point

Izhaar

Ikhfaa

Idghaam e Kaamil

Idghaam e Naaqis
‫ ٱَّتُق ْو ا‬lafz mein Hamzatul Wasl par kiya harakat de kar padhenge? * 1 point

Fat'ha (Zabar)

Kasrah (Zer)

Dhammah (Pesh)

‫ ُت ْن ِب ُت‬mein inme se kaunsa qayeda hai? * 1 point

Izhaar

Idghaam

Iqlaab

Ikhfa

‫ ِم ْن َو ِلٍّي‬mein noon sakinah ka kaunsa qayeda apply hoga? * 1 point

Izhaar

Idghaam

Iqlaab

Ikhfa
Idghaame Shafawi kab hota hai? * 1 point

Jab Noon Sakinah ke baad Meem aaye

Jab Meem Sakinah ke baad Meem aaye

Jab Noon Sakinah ke baad Noon aaye

Jab Meem Sakinah ke baad Noon aaye

Nasta'een ( ‫ )َن ْس َت ِع ْي ُن‬par rukte waqt (Waqf ki condition mein) Yaa Madd ko kitna * 1 point

kheench sakte hain?

2/4/6

4/5/6

2/3/6

YaaSeen ‫( يس‬Huroof e Muqatta'aat) mein Seen ko kitna harkat kheenchna hai? * 1 point

4/6

6
‫ ُه َو اّلِذ ْى‬me kaunsa hamza hai? * 1 point

Hamzatul Wasl

Hamzatul Qat'

Madde Ewadh kab hota hai? * 1 point

Fat'ha (zabar) par waqf (stop) karte waqt

Fat'hatain (2 zabar) par waqf (stop) karte waqt

Alif Madd par waqf (stop) karte waqt

Madde wajib par waqf (stop) karte waqt

Agar kisi ayat me alaamaat (symbols/stopping signs) mein sey Meem (‫ )م‬ajaye, tou * 1 point

iska kiya matlab hai?

Rukna behtar hai (Preferable to stop)

Rukna laazim hai (Compulsory to stop)

Nahi rukna (Prohibited stop)

Ikhtiyar hai (It's your choice)

This content is neither created nor endorsed by Google.

Forms

You might also like