Professional Documents
Culture Documents
Shair
Shair
- Exp: Likhana wale ye kehna chaa raha hai ke akhir kyun oas ko dua karna ka tareqa nahi
sikhaya gaya. Kaha aur kaise aur kyun oas ne sikhana me kotahi kar di.
- Exp: Upar wala misra mukamal hota hai dusra misre se, aur shayar apni baat muqamal krte
howa kehta hai ke, ab wo guzre waqt ki nadan dua’in kaha se le kar aye. Matlab jab hum bache
hote hain tab hamara andar aur hamara dil dunia dari se paak hota hai. Tab hamari buhat ce
masoom aur nadan dua’in hoti hain.
Shayar tabhi gillah kar raha hai ke abb vo bachpan vali nadan dua’in kaha se vapis laye, kash
oas ko bachpan me dua karna ka tareqa aur oas ki ahmiyat btayi gayi hoti.
FNZK