GDV Notes

You might also like

Download as xlsx, pdf, or txt
Download as xlsx, pdf, or txt
You are on page 1of 4

Bhav k Anusar Guru Greh ko kis tarha samjhna chahiye

Guru Bhav

3
4
5
6

_x000D_ C2 - Restricted use


#
k Anusar Guru Greh ko kis tarha samjhna chahiye
Phal

First House means, Kal Purush ki Mesh rashi. Means Mangal Ki jameen jis pae Suraj ka makan hai. Mangal & Surya dono Guru
Guru achi condition main ho ge.
2nd Stepo main Guru ka balabal check karege
- 2,5,9,11,12 main Budh, Rahu & Shani to nahi hai
- 1st House kitna majboot hai, Means Suraj & Mangal Kaha baithe hai ( Simple dekh lo, KEndra Ya trikon main Baithe hai ya na
Trikon main baithe hai to matlab budhi strong hai , 1st House strong hai
Aisa insaan Earning by Learing ko bahutr manta hai. Gyan ko bahut manta hai.
Suraj & Mangal main se ek kendra / Trikon main hai and dusra bahar ho gaya so aisa insaan samjhane pe samjah jata hai
Suraj & Mnagl doni bahar ho to insaan moody hota hai
Guru acha hone pe ( 40-60%) ho to use sab milta hai, Khub Shiksha pata hai.

2nd House, Apka Surival ka house hai ya ap ye samjhe ki ye hamare Dhan & Vani ko batayega.
Ye Shukra ki Jameen hai Guru ne is pe ghar banaya hai.
Guru jab 2nd House main ate hai to Shukra khush nahi hote, Jab Shukra khush nahi ho ge to Marriage life main Dikkat ho sakti
Dikkat ho sakti hai, Jeewan main Happyness main dikkat aa sakti hai.
2nd HOuse ka guru sahejta se dhan deta hai bas sharat hai k Shukra Kendra ya trikon main ho ya 8th House main ho, nahi to w
sakta hai.
Shukra disturb hai to Dhan kamane k liye mehnat karni padegi.
Shukra peedat hone ki Nishani ho gi ki Married life main dikkat ho gi & Shadi hone main bhi shayad dikkat aye. Agar Patni ka sa
turant Shukra ka ilaz kar lena chaiye.
Shukra ka ilaz -> Jawar ( White main halka lal pan hota hai), Purush Month main ek bar apne wajan k barabar ka gaushala main
kharab hone pe, Weekly Friday ko karna shuru kar de.

3rd House guru ko dekhne k liye Mangal & budh ko dekhe. Bdh ki jameen & Mangal ka Makan hai.
Mangal to Guru ka friend hai but Budh nahi hai is wajha se yaha Guru adhe adhe khush hai. Aise main budh bhi disturb ho jata
Aise main Mangal apna imp roll ada karta hai. Agar Mangal Strong position main hai to kafi hadd tak, Guru jo dukhi hue hai un
koshish karta hai. Kundli, Main budh jitna strong hoga, GUru ki adhyatmik takat kamjoor hoti chali jayegi. Agar budh Kamjoor h
hua to bahut achi baat hai, Guru ki takat k liye. Guru Direct yaha bith k kuch nahi de ga but iski drishti hai 9th & 11th house pe
Guru Mantra & bade bhai k madhyam se de sakta hai. Mangal bhi peedit ho jaye, Budh bhi peedit ho jaye to samajh lena Guru
is condition main khatarnak symptom ane lagte hai. Khas k kar ladies ko dhyan rakhna chahiye, Agar Mangal gadbada gaya to
and phir marriage k baad dikkat. Mangal ki takat yaha kafi hadd tak cheezo ko save karne main help karegi & Shadi ko save ka

Guru Mantra le
Chandra ki jameen & Makan. Yaha Guru Uch k hai yaha. Uch ka Guru jeewan ki sarv sresht sthithi ko dikhata hai.
Surya Jameen, Guru ka makan ->
Budh Ki jameen, Ketu ka head quarter -> Yaha Guru Pareshan ho jate hai.

_x000D_ C2 - Restricted use


#
Remedy

To Use Jeewan main Guru bana k hi koi bhi Shiksha diksha leni chahiye.
Chori ki Vidya , Chori ka Dhan kabhi na le. Guru Se Inam Y certificate
Jarur le & use apni poorav disha main laga de. Apne certificate milta hai
to logo ko Khul k dikhao.
Agr Guru Kamjoor hai to Guru ka takatwar bana ne k liye Peela kesar ka
tilak mathe pe lagaye
Haldi / Kesar wala dudh piye. Bhagwan Shiv ki Bhakti kare
Jyada na kar sake to om Namah Shivaye ka path unhe karte rehne
chaiye

Guru mantra le & Guru Mantra ka jap kare

_x000D_ C2 - Restricted use


#
Rules

Guru 3ed House main Updesh dete hai, Agar Guru 3rd House main ho & Mangal bhi
Strong baitha ho to Guru Diksha Milti hi Milti hai, Agar Guru 3rd house main Kamjoor ho
& Mangal bhi Kamjoor ho kundli main to Guru diksha nahi milti & Agar Guru Strong ho
3rd House main & Mangal Kamjoor ho Kundli main to Guru Diksha milne main time lagta
hai

_x000D_ C2 - Restricted use


#

You might also like