Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 3

Political Archives by Abdullah and Ali

Cast : Anchors; Abdullah,Ali hassan (from Sindh), female student…………, camera man……
Abdullah: Dekh layn baji halka sa kariya ga, zayada na ho, pechli dafa bhi zayada ho gaya
tha, log mard our urat ki pehchan hi bhoul gay thay.
Female student: touba touba, Nahi bhai fikar kiyoun kartay hayn, ap idhar bhatayn.
After sprinkling some baby powder on Abdullah, she left the stage in search of her
makeup brush.
Abdullah: Ji hogaya hay?
Ali Hassan Waking up from sleep in front of Abdullah, and decided to pour the whole
bottle of powder on him fiercely.
Camera man: Sir hum live honay walay hayn, sirf 20 seconds mayn.
Abdullah: Ali yeh kya kia balky aj may hissab kud lun ga Ruku zara,
Ali: may pan kha rahyoun kapray ganday hou jayn gay Khamkha.
Shifting to the seats with both anchors, Voice of intro of news playing.
Abdullah: Assalamo alikum, Nazarin our hamaray hum watno, ap ka ……………………...ki aik
nai dill dehla denay wali Kist may khushamdid.
Ali: Jasay ap ko pata hi ho ga aj kal hamaray mulk HITEC kay kuch basi pechlay sal ki tarhan
dosray mulkoun may tashreef lay Janay wali hayn.
Abdullah: jin ka sabab shahid un ki Ala Taleem ya phir kuch gher tazdeek shuda makasid
bhi hou saktay hayn. Is hi mamlay may aj hamaray program ki shan barhayn gay, ap ki
bhar poor taliyon kay sath Hasseb Gull.
Assalamo alikum.
Hasseb: assalamo alikum bhai jan, sab ko mara salam.
Abdullah: Hamaray program ki aik rawayat hay kay, aik lutf andoz shairi say shurwat ho,
kia kehtay hayn.
Hasseb: jee kiyoun nahi, Arz kia hay: sheshay may khud ko dekh kay chumta houn, sheshay
may khud ko dekh kay chumta houn, meri marzi may jo karoun, (Wah wah ) galam
galoch sun kay jhoomlayta houn meri marzi may jou karoun.
Ali and Abdullah: Allah hu akbar, (Batameez sheer batameez sheer, Batahzeeb sheer).
Political Archives by Abdullah and Ali
Ali: Mashallah, mashallah, ap buhat jald yeh watan chor kar kahiyn our ja rahay hayn, yeh
Karishma kis ki wajah say hay Taleem yan phir …
Hasseb: Nahi nahi ab yara hum nay socha hay kay buhut ruswa ho gay, buhut Mazak bana
diya laikin ab bass hum nay buhut kuch apnay balbutay pay karna hay, Abhi tou who
yeh Oxforod say pharna hay our Shohrut kay doubay samundar may Ghoutay khanay
hayn.
Abdullah: Acha acha tou is ka matlb hay kay buhut unchay khawab palay hayn, wasay kia
karnay ka soucha hay.
Hasseb: yara Naswar ki dukan lagoun ga bus.
Standing Ali: Abay may ghussay may idhar udhar nikal jata houn, mazrat say.
Hasseb: Oh yara yeh bat nahi karo, hum Izzat dar shehri hayn, mehnat mazdori karay ga
baki allah allah khair sallah.
Abdullah: Acha tou ap ka kehna hay kay oxforod say parh kay bad ap nuswar ki dukan
lagayn gay???
Hasseb: Han jee.
Ali: Abay, mazrat say yeh tum kis ko utha lay ay hou.
Abdullah: Acha hasseb apka nay is mulk may kaysa wakt guzara kia kehna chahyn gay our
ap is youth ko kia pygham dayna chahyn gay zindagi kay karway sach kay baray may.
Hasseb: Oh yara humara nizam bara acha chalta raha hay hum nay thanay our police
ahalkaroun ki mehmandari dekhi(ayeeh), phir mehmandari dosti may badli our dosty
ab……, choro yara bas thekh thi, baki agar bura na manay tou meray pas aik rakot
nasswar hay chek maro zindagi sahi chalay gi. May khud saray imtayhanou may yehi
khai hay, our ap kay samnay houn aik kamyab insan ki tarhan, baki ap ko bhi
mashwara doun ga check maro, no fiqar no faqa.
Hasseb giving a packet of Naswar to Abdullah but resisted but then to ali and he
accepted and ate.
Abdullah: Oh bhai bhaithain ,Nazreen hamaray program ka wakt khatam ho chuka hay
umeed hay kay ap say dubara mulakat hou gi..
Oh ali kahan ja rahay ho.
Political Archives by Abdullah and Ali
Ali doing some drug abusive habbits.
Ali: Madam I don’t know uhh kay double sawari lagi hay I don uhh need news but I uhhh I
see this news but I uhhh I don’t….
Abdullah: Nazreen apna buhut sara khayal rakhyay ga, meri taraf say salam…
Haseeb : Yara wasay food panda pay bhi hay mungwa Layna, hayn, offer pay…
Hasseb running out of the stage.

You might also like