Ramayana 2023

You might also like

Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 9

RAMAYANA 2023

DAY-1

<song>

Person1: jai bhramdev aai sachadanand hai Shristi palak papi ravan ke aatiyacharo se preidhit hoker
yeh prithvy, rishi, muni, devta, gangar sab apke sharan me aaie hai inki Raksha kiejiea bhagvan
(background- Raksha kiejiea Raksha kiejiea) prithvy per daharam aur satiya ka naash ho raha hai
prabhu, paap ke shaktian badh rahi hai rakshon ka raja ravan ahankar ke mag me chur hokar teeno
loako ko apne pawn tale raundne ko tiyaar hai de danav manushya koi uska samna karne ke himmat
nahi karta kyuki swiam bhrama aur Mahadev ne usse vardaan dia hai ke dev, danav, naag, kinnar,
kandhar kisi ke haatho se vo maara nahi jaiga

Person2(girl)- apki Shristi ka marg dharan karna mera daharam hai parantu magar jab daharam ke
gaghan adharam ka raj hota hai to ahharam se anachar, anachar se bhrasthachar aur bhrasthachar se
atiyachar ke Jwala bhadak uthti hai jab atiyachar itne badh jate hai to dekhiye paap ke jwala me mera
dil jalne lagta hai prabhu meri Raksha kiejiea

Person 3- prithvy trahie trahi kar rahhi hai karnunadhan jab vo abhimani chalta hai tab aaisa pratit
hota hai ke maano dharti ko apne pairo tale kuchal raha ho aasuron ke adharam se dharamshel janta
cheetkaar kar rahi hai uske saainek logo ko tras de rahe hai raksas sadhujano ka khun pe rahe hai
prabhu aaj ablao ke lag aur manavta ke manavta ko bachane wala koi nahi raha aaj vo avstha aa gaie
hai yadi koi dahram aur satiye ke raste per chalne ke koshish kare to vo jivit nahi rehe sakta hai aaj
harp rani paap aur bhrastchachaar ke raste per chalne ko vivish kia ja raha hai jab aaise avsth aa jae
to satiye ke Raksha ke liea kisi mahaan shakti ka avatar lena avshiyak ho jata hai sachadanand
devadidev pranaam

Person 4 – Hey sarveshvar apne jo karam ka vidhaan banaya hai uske anusaar jo bhe shram krega
prishram karega tapisiya karega usse shakti avshye prapt hogi ussi vdhaan ko nibhana apk kartivye hai
prabhu

Person 5 -Dharti per jab bhe koi zalim prani matar ko apne charno me chupne ko majboor kar deta
hai o eek sacha insaan uske samne jhukne se inkaar ka deta hai kyuki usse vishvaas hota hai ke upper
koi shakti hai jo uske saath naiye karegi uski Raksha karegi jis din yeh vishvaas tut jaiga kya aant me
Sachiye ke jeet hoti hai uss din koi daharm ke raste per nahi chalega samaj bikhar jaiga dharti suriye
chandarma apna apna rasta badal dange Shristi ka saara karam aast vrast ho jaiga

Person 6- Dev guru bhraspat theek kehete hai guru yahi vo samay hai jab ishvar ka avatar lena
avashiyak hota hai Tripuri papi ke paap me he uske naash ka beej chupa reheata hai jo ravan yeh
samajta hai ke usse badhkar koi shakti nahi rahi uska naash bhe usi ahankaar me chupa hua hai usse
aahankaar ke kaaran usne vardaan mangte same manushiye aur vanar ke haatho na marne ka
vardaan nahi maanga tha jis maanav ko vahe keede makodon ke tarahan touch samajta hai ussi
samnaiye manave ke ruup me mai avatar leke uska bhram churr karunga ham apni kalayo sahit
audiya naresh ke ghar me Janam lange aur aasuron ke aatiyacharo se prithvy ke raksh karange taki
dharti per jahan bhe log satiye aur dhram ka saath de vahan unhe eek he vishvaas ho ke aant me
Sachiye ke he jai hogi saari Shristi me eek he jai ghosh gungega “Satyamev Jayate Satyamev Jayate”

Person 7- Gurudev apke ashirvaad se aapaar vehebhev sukh samridhi kirti sab kuch hai parantu eek
he kami hai jo hame viyakul kiye reheti hai jiss suriye vansh me mharajik shyaku dile bahigarat
prabhu Harishchandra jaise param pratapi yashishvy raja huie hai kya kya vo raghukul dashrat ke
saath he samapt ho jainga kya hamare baap pitryon ko paani dene waala koi na hoga kul devta suriye
bhagvaan se hamari yahi prarthna hai yahi pukaar hai suriye vansh ka suriye dashrat ke saath he
ashat nah o jaie

Person 8(girl)- aap to jante hai gurudev ke ke koi maa kehene wala na ho to koi stree apne aap ko
purn nahi samajti

Person 9(girl)- eek maa ka angan jab tak suna rahega Prabhudev tab tak sansaar ke saare sukh
Vaibhav in mehelon ke khaalipan ko kabhi nahi bhar skte aap to trikaal darshi hai Prabhudev hamare
man ke vithiya to aap jante he hai

Person 10- maharani kushiliya devi kekai devi sumitria aap nirash na ho suriya bhagvaan apki
manocamna avishya puri karange parantu uske liea putkamashti yagiye karna hoga

Person 9(girl)- to phir gurudev usme deri kyu aap yagiy ka aayojan kiejiye

Person 10- parantu devi ham vo yagiye nahi karva sakte

Aap nahi karvange to aur koi karvaiga

Atharva dev ke purn giyata rishring muni iss ke visheshyagiye hai yeh yagiye unhi ke dwara sampan
hona chiye

To fir unhe bulviye gurudev aur yagiye ka anushthan kiyejiye

Nahi devi kaikai uske liye to maharaj ko swyam unke paas jakar prarthna karni chiye

Gurudev mai aaj he unke paas jane ke liye tiyaar hun

Mai abhi aaryiesamartan ko bulvakar kehete hun ke vo seapati ko Aadesh de ke vo maharaj ke saath
jane ke liye rath haathi ghode aur padal sena turant toyaar ke jaie maharaja aaj he prasthan karange

Nahi devi kaikai vahan rath haathi ghode sena ke aviyakshata nahi maharaj eek yogi ke paas kuch
mangne ja rahe hai apna eshvari aur Parakram dikhane nahi ja rahe hai

Devi bkshya khali jholi me he daali jati hai eek mahatma ke paas aap itna Vaibhav dikhane jainge to
soone chandi ke chamak dhamak aur ahankaar he laker aaoge

Apne satiye kahan gurudev rishiyan sharanmuni ke dwaar per raja dashrat nahi bhikshuk dashrat
nange paun jaiga ashirvaad dijiye

Tumahri manokamna saphal hogi rajan

<song>

Narrator lines

Dev rajandra shriman Narayan ne prithvy per avatar ka Sankalp le lia hai ab aap devtaon ko bhe bhej
dejiye prithvy per jakar vanar kumbh me Janam leker unki seva kare

<background path>

Maharaj ab ham chaaro kumaro ka naamkaran karte hai

Kushiliya nandan ka naam keval do Akshar ka kintu itna mahan ke annant bhramand usme sama jaie
Akhil vishiv ko Annand dene wale suh dham ka naam ram

<fading voice ram>


Mere raam, aur kaikai ke is lalla ka naam kya hoga

tiyagmurti dharma swroop jagat ka bhown poshan karne wala kaikai kumar vishav me bharat ke
naam se pukara jaiga

Gurudev Sumitra behen ke aakh ke taaro ka aur raj dularo ka kya naam hoga ham inhe kya kehekar
pukarange

yeh samast lakshno se yukt hai iska naam Lakshman aur yeh chote kumar chote hai magar inke naam
se shatru dehel uhange so inka naam shatrugan hoga

<song>

<puja path>

<song>

Bhiksha leaker bhramchari kisi ke ghar nahi rukte vatsa hame guru ashram le chalo

Gurudev bahar rath tiyaar hai

Devi vidhiya ka rath lekar bhagt bharamchari ke liea savari varjit hai kaliyaan ho,, chalo

<jungle scene>

Tum sab yahan vidhiya grahen karne ke lia aaie ho parantu vidhiya garehen karne se phele yeh
avyashak hai ke apne shreer ko swast rakhne ke upa seekhe jaie

Hamse pita ji ne kaha tha ke aashram me nange paw rehena padega aur yeh bhe kaha tha ke dhoop
aur barsaat ke liea chata nahi milega aaisa kyu gurudev

Kyuki guru ka kartivya hai ke vo apne shiyshon ko masboot banaie taki Jeevan me har paristithi ka vo
samna kar sake aaj tum rajkumaar ho kal ko vanvaas me jana padh jaie aur uss same jo masboot nahi
hoga vo toot jaiga is liea yeh yeh kathoor tapisiya ke avyakshiyta hai kyuki yadi tum bimar ho jaoge
apna sharer kamzoor ho jaiga to tum adhiyan kaise karoge Jeevan me dharam kaise sekhoge
manushiye ka sharer paach tatvoon se banta hai prithvy, Jwala, aagni, aaksh aur vaiu yeh paach tatuv
agar santulan me rahe to sharer swast reheat hai Manushiye ke sharer per jin cheezon ka aasar hota
hai vo hai uska khana peena atavaran uske vichaar yeh sab cheeze satwik honi chiye iske atrikt asar
padhta hai us chumbiykiea shakti ka jiske sahare iss vishiv ke har cheez apne apne sthaan per stih
reheti hai aaksh me jitne tare tum dekhte ho vo sab eek dusre ke aakrshan shakti ke karan he apni
apni gaghan sthir rehete hai uss chubikiye shakti se vityukt shakti ke lehere nikalte rehei hai vo lehre
sooraj chand sitaro aur hamari dharti yahan tak hamare shreer per bhe aasar dalti hai mai tumhe
apne shreer me dikhata hun dekho kaise yeh lehere manushiye ke shreer per aasr dalti hai yaad
rakkho manushiye ke shreer me bhe chumbikiye ruhe hote hai jinke gird yeh tirange gollakar ghumti
reheti hai vo dikhai nahi deti paantu unka bhut gehera prabhav hamare shreer per padhta hai jo
hamamre mansik aur shrarik swasth k liea bhout methavapurn hai iss liea sote same aaise disha me
sona padega jissc tumahre shreer per dharti ke un lehron ka uncool asar padhe

<song>

Aaj tumahra gurukal me rehene ka antim din hai mughe jo bhe vidhiya tumhe deni the vo purn ho
gaie hai aaj dikshant samahro ke samhe mai tumhe antim updesh deta hun sachi vidhiya vahi hai jo
mukt kar de iss liea aaj se mai tumhe apne samast aadson se mukt karta hun ab Jeevan padh per
badhne ka matlab hoga atmandeepobhav arthat mere aadashon per andh vishvash karke palan karn
avhiyak nahi apni vidhiya apne vivk ke sahare apna daharam apna kartivya swyam nishtit karo
shastron ke aanusaar manushiye ko apne Jeevan me teen rin chukane hote hai Devrin Pitarrin aur
Aachriyarin sab devrin pooja aur bhakti se chukiya jata hai sab pranion me bhagvaan ka roop
dekhoge to saare prani tumahre liea pujniea ho jaigeyahi bhagvaan ke sacchipuja hai issce devrin
chukiya jata hai apna sukha tiyaag kar mata pita ke seva mesamarpit hone se he pitrin chukiya jata
hai ab rahi meri gurudakshina tum apne aahran se aur daharam se iss sansaar me sukh samprada aur
prasanata felao maanavta ke aadarsh staphit karo dilo se bair nikalkar uame piyaar ke beej bow do
yahi vachan tumse lekar mai tumhe aachriyerin se mukt karta hun mera ashrvaad sada umahre
saath hai mughe jab bhe yaad karoge apne aas paas paoge

<song>

Gurudev apki kripa se aaj mere chaaro manarot saphal ho gaie

Naresh tumne nannhe abhod balak hame saupe the aaj unhe purn purush bana kar ved vedan
asmashastr arthshastra raajneeti smast vidhiyon me parangmat bana kar ham tumhe saupte hai

Shama kiejiea gurudev ham sab aur adhik udshiye na kar sake

Ham apke doshi hai maharani devi Arundhati ne hamse kaha tha ke kumaro ko phele matao ke paas
le jana kintu kaj ke in shristacharo me ham bhul gaie hame shama karna aur apki amanat apke havale
karta hun

Eek vanvasi ne inki kathoor tapisiya karvai hai ab inhe apni achal ke heetal haiya me samet lo

Ram maa ka sthan eshvar aur guru se bhe ucha hota hai jo bhati bhav se maa ke charno ke seva karta
hai devta bhe uski pooja karte hai jin charno me kaie swarg samaie hai un matar charno ke Vandana
karo ram

<song>

Suno lagta hai yeh Vishva mitar koi naya yagiye kar raha hai

Aaisa he dikhta hai maarishit issce phele yeh pura ho aur unn logon ko naie shakti prapt ho unka yeh
yagiye dehesh nesheh kar dena chiye

Yahi hamare maharaj ravan ke aagiya hai

<asur laughing>

<song>

Apka Swagat hai taparnuhi

Su swagatam su swagatam vishavaneresh apki charandhuli se ayodhiya nagri dhnaya ho gaie hai

padraie munind iss ghar ko pavan kiejiea

<background music>

Suriyevansh ke raja dashrat tumahre samrajiye me sab kushal mangal to hai na

Jahan aap jaise diviye vabhuti ke chrana kamal aa jaie vhan sab mangal he mangal hai apke aagman
se mera ghar teerth ho gaya mera Jeevan dhiniya ho gaya

Aayodhiya naath tumahri shreshta tumahri vinambhrita dekh kar ham prasan huie hame vishvaas ho
gaya hai ke tumahre rajiye me rishimuniyon ke daharam aur satkaram nirvigne honge
Dhram aur sakdharm ke seva me shravshav samarpan karne ke liea raghukool ka bacha bacha
vachanbadh hai aaagy kiejiye munin kiss savipraie se apka yahan pradharna hua hai aapki jo aagya
hogi dashrat pran dekar bhe usse pura karega

Dhaniye ho raghukoolrishimuni iss prithvy per dusre kisi ke much se aaise udaar vachan sambhav
nahi hai aur kyu na ho apko Vashist jiase dhramrishee ke updesh jo prapt hai rajan hamare hridie me
jo baat hai ham jiss kariye ke liea aaie hai vo kaariye purn karo

bas apke aagya matar ke he deer hai

rajan tapovan me aauro ko utpad din pratidin badhte he ja rahe hai hamare yagiye hamari
adhiyatmic sadhana giyaan vigyaan ke priyog pure nahi ho pa rahe hai

aarye bhumi me aaisa dushkaram dusahas karne wale kon hai

lanka ke raja ravan ke guptchar subhau talka ka putar mayaj apni mayavi shakti se hamara koi kariye
hamara koi pivitar anushthan pura nahi hone dete aur apni mavayvi shakti se jan klyaan ke kaaryon
me bhe vighin dalte hai

rishiraj tapisvi rishmunio ke sahiyta hamara dharam hai avadh ke saari seina aap ke seva me tanad
kar de jaige

nahi aayodhiyapati sena ke sahita se Suraksha ka upai kia to asuar shaktian bhe aariyavarth ke seemo
per seena ka sanghatan karange aur uske lie abhi upiyukt same nahi hai

aaa umm to ham kiss prakaar apke sahiyata kar sakte hai

ham tumse tumahre raam ko mangane aaie hai

<climax backdrop>

Hame keval raam de do hamari Raksha ka upai ho jaiga

Raam nahi nahi vo nannha sa balak apke kariye ko kaise sidh kar sakega aap mughe aagiya dejiea
apni parakarmi sena ke saath mai swyam sabse aage rehe ke apki yagiye ke Raksha karunga jab tak
praan rahange tab tak apke ansuthaan per aach nahi aane dunga raam to abhi balak hai yudh ke
dawpech ka Anubhav nahi shatru ke balabal unke chal kapat ko nahi janta mai apne raam ko apke
saath kaise bhej du yeh nahi ho sakta

Bas rajan dharm aur Adarsh ke badhi badhi baate karna sur baat hai aur usse nibhana aur baat hai
tumahre purvajo ne apne vachan ko nibhane ke liea kya kuch nahi kia maharaj shivi ne eek kabootar
ko bachane ke lie apne shreer ke gotigoti katva de maharaja Harishchandra ne apna vachan nibhane
ke liea apne putar aur apni patni ke bech dia aur eek tum ho apne purvajo ke kirti per kalank laga
rahe ho hamare iccha puri karne ke pritigiya le the usse tod rahe ho theek hai rajan ham jis tarahan
aaie the usse tarahan chale jainge

Krodh na kijiye munivar aap mere pujiye devta samaan hai mughper aagreh kieajiye ravan ke veg to
dev danav Gandhar kinnar aur raja bhe nahi sehe sakte mera lalla mera lalla ram uss ravan se kaise
ladega mere putar per diya kiejiea

Mahashirvishist maharaj dashrat ke nazar abhi tak ram ke divye dej ko nahi pechan saki parantu aap
to jante hai aap he inhe samjiye

Bharmashree Vishva mitar theek kehe rahe hai rajan ram yug aur ithass ke dharaon ko modne aaya
hai vo swem mangal bhavan amangal hari hai same aur kaal beet jainge yug bajal jainge magar
pustako ke panno me likkhe jainge magar ram ka naam dharam aur paristitihi ka naam banker amar
avnashi bana rahega

Parantu guruji

Ab nahi rajan tum nahi jante Vishva mitar to tuahre putar ke kalyaan ke liea he usse lene aaie hai
aanytha mahavishvamitsr swhem aasuro ka naash karne me Samarth hai parantu yeh saara Gaurav
ram ko dena chate hai rajan shanka mat karo ram ko inke charno me samarpit kar do isi me sab ka
kalyaan hai

Sambhav hai isse me sab ka kalyaan ho aap gurujano ke aagiya ka paalan arta hun

Sumantar ram ko bhejne ke tiyaari karo

Jo aagiya

Munivar ram ke saath Lakshman bhe apke sang jaiga kyuki yeh dono kabhi alag nahi huie ram aur
lakhman meri do aakhe hai mre praan hai aaj mai inko apke havale karta hun

Nishchant raho rajan sab mangal he hoga

Gurudev yeh bhiyanak sthan to badha he durgand hai aur yeh vichitar pairo ke nishaan kiske ha ??

Yeh pad chin rakshai taldka ke hia

Taldka

Haan jai kosh ke iss desh per taldka ka raaj hai aur ss sthaan se koi bh praani jeevet bach ke ja nahi
sakta savdhan ram yahi tadkavan hai vo yahi chupi hogi vo badhi mavai hai koi bhe roop dharan kar
sakti hai iss liea savdhan

(Cring women)

Ram yahi hai taldka

(vfx voices)

(Battle)

Dhiyne ho ram tumahiri jai ho teeno lok e tumahre siva taldka ko aur koi nahi maar sakta tha ab
hamr vishvaas ho gaya ke tum jagat kalyaan ke Nimit he iss bhutal per aaie ho iss liea tumhre upper
prasaan hokar aaj ham tumhe vo divya astar pradaan karane jo teeno lok me hare siva aur kisi ke pas
nahi

Apne anugrah apne kripa ka patar maan kar apne iss das ka Gaurav badha dia hai munivar kshitrion
ke liea shastar avishik hai parntu shastar dharan karne ke bhe koi neeam hote hai desh samaj aur kisi
nirbhal prani ke rksha karne ke liea shastar uthana veer purshon ka kativy hai daharam hai

Kintu apna ahankaar ya bal ka pradarshan karne ke liea kisi per vaar karna kisi per hamla karna veer
pursho ka dharam nahi mai vo veer vidhiya tume pradaan kar raha hun uski gurudakishania yahi hogi
ke kisi nirdosh er uska upiyog nahi karoge

Parantu jahan paap aatiyachar aur aniye deoge vahan papi aur durachari per vaar karne ke iea
shastar avishiye uthaoge ram iski pritiyaga karo aur meri shakti ka atmasaath karo
Taat maharaj caniyake ke yahan se eek yodhiya aaya hai vo apni putri seeta ka swyambar racha rahe
hai jisme unhone hame bhe amantrit kia hai hamari ichha hai ke tum dono bhai hamare saath me
chalo

Ram iss vishe me tumahra kya vichaar hai ahi guruvar apki aagiya ke samne kisi aur aur isscha ka
kahan he sthaan hai

Ham chte hai ke tum bhe uss athishik drishiye ka anuhabhav karo yahan aarie varth ke har pranth aur
har desh ke rajkumaar seeta ko pane ke liea apna apna bal kushal aur prakaram dikhane aainge

Munivar swyambar ka karg to yahi hai ke maharani jisse bhe pasand karange usse ke gale me varmala
peneha dane phir usme bal aur kushal dikhane ke avakishita he kahan hai

Iss liea ke maharaj janak ne seeta ke vivha ke liea eek kathin shart rakh de hai

Shart

Haan rahugavandhan kai karno se yeh swyambar bhout adhabut hoga pehela karan to yeh ke seeta
swyam he eek adhbuat kaniya hai aur dusra karan yeh hai ke maharaj janak ke paas mahatma shiv ka
eek aukik dhanush hai jo shiv ne devtao ko dia tha aur devtao ne janak ke purvaj maharaj Devraj ke
paas dharor rup me rakkha tha seeta ko devi kaniya maan kar maharaj janak ne yeh nishcit kia hai ke
seeta ka vivah kisi sadaharan manav se nahi ho sakta aur unhone shart rakh de ke jo shoorveer uss
mahan shiv Dhanush ko jhuka kar usper printicha chada dega usse ke saath seetha ka vivah hoga ussi
chamatkaar ko dekhne ke liea tum hamare saath mithla chalo yahi hamari iccha hai

Aaho bhigiye

To kal prathae he sthaan karange

Jo aagiya gurudev

Raam Lakshman iss amarvathi ka vatavaran bhada shant aur pivitar hain agar ke kolahaal se alag kyu
na ham apna dera yahi daale

Jaie apki ichha gurudev

Mahamuni ke shri charo me daas ka aadar pharanam

Kalyaanmastar

Mai maharaj ko apke aageman ke suchna deta hun

(swyambar song)

Gurushatanand ke charno me pranaam tumahari manokamna purn ho beti

Shama kiejiea pitashree mere kaaran apko pratkisha karni padhi

Beti aaj shiv Dhanush ko swiambar sabha me bhej dia jaiga iss liea inki puja karke bhagvaan se
ashirvaad mango

Seeta bachpan se tune iss shiv Dhanush ke poja kia hai beti aaj ussi puja ke purn ahauti ke ghadi aa
gaie tere pita ne tere vivaah ke liea eek aaie Parakram ke shart rakkhi hai jisse pura karna eek
sadharan purush ke liea asambhav nahi to bhout kathin to zarur hoga

Lo beti seetha man laga ke puja karo


Sri sri maharaj ke jai ho yahan kasth dene ke liea shama chata hun maharaj apka Aadesh tha
maharashimuni ke aane ka samachaar turant diya jiae

Vahan aa jaie

Je haan maharaj maharashimuni aa gaie hai aaramvatika me unke liea vivista kar die gaie hai

raajan unke Swagat ke liea apko swyam jana chiye

hamast gurujan aur desh desh se aaie huie raajaon aur rajkumaro ka Swagat karte hai hare
nimantran ka maan rakhkar aap sab mithla pradhare hai aap sab ko hamara abhinandan

ab hamare charak maharaj pran ke ghoshna karange

sune sune sab sune yeh sarv vidit hai ke Rajkumari seeta ke vivaah ke eek he shart hai ke jo
shoorveer shiv ke iss terth Dhanush ko utha kar pritichaar chadaiga usse ke saath rajumari ka vivaah
hoga

(laughing)

(vfx music)

Maharaj janak ke pritigiya ke ausaar shiv Dhanush ke bhang hote he Rajkumari seeta ka shriraam se
vivaah ho gaya hai manna chiye jissce aariye vrth ke do mahaan yougon ka naata jud gaya hai fir bhe
dharma aur lokachaar ke reeti ke anusar maharaj janak aap sab ke upasthithi me apni beti seeta ka
vidhi purvar aur samay purvak kaniyadaan karna chate hai

Iske liea maharaj janak aapki aagiya chate hai yahi baat apke putar shriraam ne bhe kahi hai ke pita
ke aagiya milne per he seeta ka paani grehen kaunga ab aap uske liea aagiya pradaan kare to
langampatrika sho de jaie

pujiye varchanand je apke varnano se ham kratarit huie jo prasthav apne prastut kia hai vo hare liea
Gaurav ke baat hai iss shista ke liea ham maharaj janak ka bhe abhinandan karte hai hame apne
putar ram per bhe bhout garv hai parantu maharaj janak jante he honge ke eek shawaku kul ke
devta yeh maha shirvashist hai ham gurudev se prarthna karte hai hamara marg darshan kare

maharaj janak vivaah vitiygat kariye nahi hai yeh eek samajik vichaar hai keval eek stree aur eek
purush ke bandhan ko he vivaah nahi kehe sakte kyuki un dono viyaktion ke saath uska samaaj unka
kul unka daharam jhuda hota hai vivaah ka aarth hai do kkulo ka unke aachrion ka unki sanskritoion
ka mail iss liea apse apki putri ka haath mangne se phele hamare liea avishik hai ke hamare maharaj
dashrat ke kulumparapara ka vichre de aur apko vishvaas dilaie ke rajkumaaar ram apki putri ke
sarvatha yogiye hai

maharaj ke devputar Dilip ne is dharti per gapni putri ko la kar iss aaryabhumi per jo upkaar kia hai vo
yugyugantar tak unhe amamr banai rakhega

phir iss kul me Raghu jinke naam se yeh raghukal buliya jata hai phir bhagat srimuni amreesh aur
unke pramatur aharaj ajahu maharaj ajahu ke suputar maharaj dashrat hai aaise yashasvi kul me
utpan aaryakul mai raam aur Lakshman ke liea apki dono putriyon seetra aur Urmila ka varman karta
hun

muinivar aapke udar vachnon se mai dniye ho gaya hun mai badhi vinamrita ke saath apni seeta ko
sri raam ke liea aur apnichoti putri Urmila ko bhivye kumar sree Lakshman ke liea raghukul ke kul
vatanon ke roop me samarpit karta hun
maharaj dashrat vedeh raj janak iss anand mangalmai varnan may ka purn patapeshet bhe nahi hua
yadi maha rishi vashisht,ssammtati de to hum bhi apne man k udgar prakat kare.

Aagya de prabhashri

Raam aur lakshman parinay sutra me bandh kar Ayodhya jaaye aur bharat TRIPUDHARAM KUVARE
REHE JAIE yeh to uchat nhi hai maharaj ke uchit maharaj jagat ke chote bhrata sankasha naresh
kushedhwat ke do kanviyan hai mandavi aur shrudhki ham in dono kaniyon ka kumar bhagat aur
shatrugan ke liea varan ka prastav rakhte hai

Iss prastav ka anumutan mai kin shabdon me karu muniraj apke iss prastav se saara nimimunsh
dhaniye ho gaya kushadwaj mai apni putri mandive ka kumar bhagat ke liea aur apni choti putri
shrutkirti ka kumar shatrugana ke liea kaniya daan avishiye karange

Fir iss shubh kariye me vilimbh kyu shatanand je charo raj kumar eek he din dhule bane aur chaaro
rajkumarion ka vivaah eek he din me ho aaise shubhb tareek nikliye

Do din baad utra falguni nakshatra HAI uss din chaaro vivaah sampan karne ke liea aati uttam laga
hAI

AAIODHIYa putar dashrt ab aap chaaro rajkumaro ke mangal ke liea unse krodhan kare

You might also like