Download as docx, pdf, or txt
Download as docx, pdf, or txt
You are on page 1of 1

Mirza Ghalib

“Sharab peene de masjid me baith kar,


Ya wo jagah bata jaha par khuda nhi.”

Allama Iqbal
“Masjid khuda kar ghar hai koi peene ki jagah nhi,
kafir ke dil me ja waha par khuda nhi.”

Ahmad Faraz
“Kafir ke dil se aaya hun main ye dekhkar waha par jagah nhi,
Khuda maujud hai waha bhi kafir ko pata nhi.”

Wasi
“Khuda maujud hai puri duniya mein,kahi bhi jagah nhi,
Tu jannat me ja waha peena mana nahi.”

Saki
“Peeta hun game-e-duniya bhulane ke liye aur kuch nhi,
Jannat me kaha gham hai waha peena me maza nhi.”

pal pal tarse the jis pal ke liye


wo pal bhi aaya to kuchh pal ke liye
socha us pal ko rok le kuchh pal ke liye
par wo pal naa ruka ek pal ke liye…

Mujhe iska gam nahi ki badal gaya hai zamaana .. meri zindagi hai tumse .. kahin tum badal na jaana
this is a famous bakery in bandra known for sallu bhais driving stunts...

You might also like