Top 25 Mechanical Fitter Question Answer

You might also like

Download as pdf or txt
Download as pdf or txt
You are on page 1of 8

Q-1) How many mm in one inch ?

[Yani ki ek inch me kitne mm


hote hai]
Ans- ek inch me 25.4 mm hota hai…
Q-2) What is the full form of PPE ? [ yani ppe ka matlab kya hota
hai … to aapko ppe ka full form bata dena hai ki ]
Ans- PPE ka matlab – Personal Protective Equipment hota hai…
Q-3) Mention at least 5 nos of PPE [ yaani kisi bhi 5 ppe ke name
bataye]
Ans- to answer hai a) Cover all ya Boiler suite bhi kahte hai
b) Safety Helmet
c) Safety shoe
d) Safety goggle
e) Ear plug
Isprakar aapko bata dena hai, achha iske alawa aap yaad rakh
sakte hai ki nose mask ya dust mask, H2S gas monitor, falling
protection ke liye safety harness waigarah bhi use kiya jata hai.
Q-4) Mention 5 different types of valves [ yaani 5 alag alag prakar
ke valve ka name bataye ]
Ans – TO aapko kisi bbhi 5 valve ke name bata dena hai jaise
A) Gate Valve
B) Globe valve
C) Butter fly valve
D) Ball valve
E) Check valve ya NRV yani Non-Return Valve bhi kahte hai
Q-5) Mention Different types of heat exchanger? [ yani alag alag
prakar ke heat exchanger ka name batana hai]
Ans- to aap bata sakte hai jaise—
A) Fixed bundle type
B) Floating head type
C) U- Tube Bundle type
D) Plate type
E) double pipe type, Fin-fan type wagairah
Q-6) Mention Different Types of Gasket [ yaani aapse alag alag
prakar ke gasket ke bare me bhi puch sakta h to aapko batana
hai]
Ans- A) CAF ( Compressed Asbestos Gasket )
b) Spiral wound metallic gasket
c) RTJ ( Ring Type Joint ) Gasket
d) PTFE (Polytetrafluoroethylene) jise Teflon bhi kahte hai )
e) Metal Jacketed Gasket
f) Graphite Gasket
Q-7) For cold work operation what types of tools will use in
hazards area ? [ yani hazards area me cold work operation ke liye
kis tarah ke tools ka upyog hota hai]
Ans- Non- Sparkable tools. [ yani waise tools yani upkaran jisse
chingari utpan na ho..]
Q-8) What is the difference between machine bolt and stud bolt ?
[ yani machine bolt aur stud bolt me kya antar hai]
Ans- Machine Bolt has a head on one side and nut on other side
but a stud Bolt has nut on both side. [ yani machine bolt me ek
taraf head hota hai aur dusre side nut hota h jabki stud me dono
side nut hote hai.
Q-9) What is the Thumb Rule to calculate the spanner size for a
given Bolt? [ yani kisi bhi bolt ka spanner size pata karne ka
thumb rule kya hota hai ?]
Ans- 1.5 X Diameter of bolt [ yani thumb rule ke hisab spanner
size ke liye bolt ke diameter ko 1.5 se multiply kiya jata hai.
Q-10) What is the use of a pipe wrench ? [yani pipe wrench ka
kya use hai]
Ans- So to tight and loose threaded pipe fittings we use pipe
wreench. [YAni kisi bhi pipe fittings ko loose or tight karne ke liye
use kiya jata hai…phir phi khash kar ke jab hose wagairah ka
connection karna ho ya phir jab hydrotest ke liye fitting ka
connction karna ho to khas kar iska use kiya jata hai.
Q-11) Which gasket will use ina acid line? [ yani ki acid line ke liye
kis tarah ka gasket use kiya jata hai] to iska answer hai ]
Ans- Rubber gasket or PTFE Gaskets are used in a acid line [yani
ki acid line ke liye rubber ya ptfe (polytetraflouroethelyne) jise
Teflon bhi kaha jata h ka upyog kiya jata hai.
Q-12) Which gasket will use in high temperature line ? [ yani jis
line me high temperature hota h to usme kis gasket ka use kiya
jata hai.]
Ans- Graphite gaskets are used in high temperature line. { yani
high temperature line me Graphite gasket ka use kiya jata hai.}
Q-13) What are the function of valves ? [ yani valves ka kya karya
hota hai ]
Ans- So answer is Valves are used for Isolation, Regulation and
for special purpose.[ yani valve ka upyog kisi bhi flow ko band
karne , rokne ya chalu karne ke liye ya phir kisi vishesh udehsya
ke liye kiya jata hai…
Q-14) what are the different types of flanges ? [ yani alag alag
prakar ke flange ke name bataye? ]
Ans- WNRF yani weldoneck raised face flange
Slipon flange
Socket weld flange
Threaded flange
Lap-jaoit flange
Blind flange
Reducing flange
Q-15) Five main parts of gate valve ? yani gate valve ke 5 main
parts ka name bataye ? ]
Ans- body
Bonnet
Stem
Hand wheel
Gland and gland packings
Q-16) What are the different ratings of flange in normal use ?[
yani ki normal use ke liye hum kis rating ke flange ka use karte
hai ]
Ans- 150 # yani has ko pound bhi padha jata h to ise 150 pound
kahenge isi prakar
300# Pound
600# Pound
900# Pound
1500# Pound to in sare ratings ke flange use kiye jate hai
Q-17) What is the purpose of blinding ( yani blinding ka kya
udeshya h , blinding kyn kiya jata hai )

Ans- Blinding is used for Positive Isolation [ yani kisi bhi


equipment ke positive isolation ke liye blinding kiya jata hai
THODA SA DEKH LIJIYE KI POSITIVE ISOLATIO KYA H
TO(Positive isolation is a method to totally isolate equipment
or a section of the plant from a live process where in no leakage
is tolerated due to the risks involved

Q-18) What is a spectacle blind ? [ yani spectacle blind kya hai ]

Ans- Spactacle blind is a combination of spacer and spade. [yani


spectacle jo hai wo spacer or spade ka combination h iska use waha
karte h jaha per quick blinding ya de blinding karna ho

Q-19) For a vessel hydrotest where will we provide vent ? [ yani ki jab
vessel ka hydrotest karna ho to vent kha provide kiya jata hai]

Ans- On the top side of vessel [ yani vessel ke top side me ]

Q-20) How we calculate hhydrotest pressure [ yani kisi bhi equipment


ka hydrotest pressure kaise calculate kiya jata hai]

Ans- Design pressure X 1.5 yani equipment ka job bhi design pressure
hota ha uske 1.5 guna hydrotest pressure hota hai.

Q-21) How we work at higher elevation ? [ yani jayada uchai per ham
kaise kaam karte hai ]

Ans- By the help of scaffolding with green tag.


[ yani hame jab bhi uchai per kaam karna hota h to scaffolding ka use
karte hai aur check karna hota ha ki green tag jarur laga ho aurr uska
validity bhi check karna chahiye bina green tag ke scaffolding use nhi
karna chahiye.]

Q-22) What are the steps for removing a valve from a live line ? [ yani
kisi bhi live line se valve ko remove karne ka kya steps hota hai? ]

Ans- Sabse pahle line ko

a) De pressurize karte hai uske baad uska


b) Isolation kiya jata h then
c) Draining kar liya jata h phir line ka
d) Blinding karna hota hai phir last me proper tools ka use karte hue
e) Removal of valve by using proper tools ( valve ko remove kiya jata
hai)

Q-23) For hot work in a pipe line what type of isolation is required ? [
yani jab hame hot work karna ho to pipe line ko kis prakar isolate karne
ki jarurat hota hai]

Ans- we use positive isolation for hot work in a pipe line. [ yani pipe
line me hot work karne ke liye hame positive isolation karna hota hai ]

Q-24) How we remove a floating tube bundle from a float type heat
exchanger ? [ yani floating head type heat exchanger se tube bundle
kaise nikalte hai ]

a) Inlet and outlet isolation and spading to be done [ yani sabse pahle
inlet or outlet ka blinding kar dena chahiye] then
b) Draining and steaming to be done [ yani uske baad jo bhi fluid ho
usko drain kar ke jarurat ho to steaming karna chahiye ] then
c) Removal of both side channel head and floating head [ yani uske
baad channel he3ad aur floating head ke nut bolt khol kar use niche
utar le] then finally
d) Removal of tube bundle by the help of bundle puller to be done. [
aur last me bundle puller ya phir possible ho to chain block
waigarah ki sahayta se bundle nikal lena chahiye.

Q-25) How many types of reducer used ? [ yani kitne prakar ka reducer
use kiya jata hai]

Ans- there are two types of reducer used


a) Eccentric reducer and
b) Concentric reducer [ yani ki do prakar ka reducer use kiya jata hai
Pahla eccentric or dusra concentric.

Thank You

You might also like