Download as rtf, pdf, or txt
Download as rtf, pdf, or txt
You are on page 1of 6

PARANOIA

The scene starts with a man getting shot with a gun


whilst the shot from camera is quite blurry. Scene
(time: 5:46 p.m. 2018) is traversed through a quite
city montages and then pans in to our protagonist
Officer Rudra walking across the road. His phone
rings and he is shown picking up an unknown call.
The officer moves aside to a wall and then answer
the call:
Rudra: IO Rudra this side.
Tushaar: Offic-er, wo aa raha hai, wo, wo mujhe
maarne aa raha hai...
Rudra: Kaun? Kahan?! Ye agar prank call hai, to
main bata raha hun ki main abhi majak ke mood
mein nahi hun. Aur tumhaare paas mera personal
number kaise?
Tushaar: Officer, har kshan jo aap barbaad kar rahe,
wo meri maut paas laa raha. Address hai Vaayas
Enclave apartment, Azaadi Hind School ke saamne...
WO AA RAHA Hai! 112 please aa jaaye. *screams*
Rudra: Ye call thora banaavti sa kyun pratit ho raha
tha? Aise bhi aafat ko hum hi aavaahan dete hain.
Chhoro, flat bagal mein hi hai, ahtiyat barakne mein
pareshani kaisi! Par usne flat number ka varnan to
kiya nahi. Shayad wo 112 se mujhe nahi flat number
ki or sanket kar raha tha!
Scene switches to the officer stepping up in front of
the condo and knocks the door. Whilst he wait for
the response, he forges a keen look on the cctv
hanging beside and noticing the lack of guests at the
house. The door is now ajak and a man manifests. It
is evident that the man just took a bath as he is
sopping and swathed by the waist in a towel. He
answers:
Tushaar: Hello, Aapki tareef? Kuch madad kar
sakta main?
Officer: Wo yahan se mujhe ek stress call aaya tha!
Sab theek to hai?
Tushaar: Nahi sab nahi! Mere washroom ka shower
kharab ho gaya hai...*scoffs* Waise aap inspector to
nahi lagte?
Officer: IO, investigating officer. Shayad fir kisine
prank kiya tha. (inner: awaaz to phone par aur iski
ek jaisi hai, par ye to bilkul theek hai) Sorry for the
nuisance.
Tushaar: Koi pareshani nahi!
The door is then closed and the officer proceeds to
head downstairs but is interrupted by a glance of a
lady at the distant end of the alley. The lady signals
the officer to come to her and so does the officer
rightaway.
Lady: Aap inspector ho na?
Officer: Nahi Investigating officer; *woman's
confused* Jaanch adhikari.
Lady: (the aunty way) Ek hi hai ye sab. Maine
dekha hai programme par.
Officer: Aapko koi kaam hai?
Lady: Wo jo ghar aap abhi gayi, wahan ne shaayad
uss aadmi ne kisi ka na murderrr kar diya hai.
Officer: Okay, par ye baat aapko kaise pata
Lady: Aree aap hi bataiyye, kabhi kisi ko 8 ghante
mein 4 baar nahate dekha hai. Itna paani to koi saaf
karne ke liye hi barbaad karega
The word water triggers a memory for our detective
and he suddenly is in paranoia and flashes play of
him being soaked to death in water.
Lady: Aap theek to hain!?
Officer: haan... Sab theek hai! Kahan thi aap, haan
wo aap kaise jaanti hai ki usne 4 baar nahaya hai.
Lady: Wo building mein teen hi flat mein log rehte
hain aur teesre ke maalik abhi ghumne gaye huye
hain. Sabko din ka chaar litre paani milta hai aur wo
sab kaam mein istemaal ho jaata hai din khatm hote
hote. Aur peechli raat wo mere se bohot late paani
maangne aaya tha, mere paas bacha tha, to bacha
huya paani humne use de diya
Officer: Paani aur kisi kaam ke liye bhi to le jaa
sakta
Lady: Par usne gloves pehne huye the, ab ek aadmi
raat mein dastaane pehenke paani maangne aayega
to ajeeb to hua na.
Officer: Theek hai Byomkesh didi! Aapke kehne pe
kar leta main check! Dhanyawaad
The lady nods and the door closes. He again again
ramp up the knocks at the house and the man opens
up:
Tushaar:

other scenes are the convo part, revelation ki wo


puraana partner tha, khoon pehle ka tha, aur ghar
mein ek chhoti bacchi milti fir serial killer, officer ka
retrograde amnesia, pata chalta tushaar
fir next terrace scene jab tushar aur officer baithe
hue hain. time: 10 baje, 2023; officer terrace pe
baitha hai aur puch raha ki wo dono yahan kaise
aaye. Tushaar duniya jahan ki baate karta fir ant
mein ye pata chalta ki officer kitne paranoid ho gaye
kyunki wo kehte tushaar ko ki tum to zinda bhi nahi
ho, tushaar kehta ji haan bilkul zinda nahi hun tumne
ne hi to humein maara tha fir tushaar disintegrate ho
jaata. Fir officer itna paagal ho jaata ki pistol leta aur
khudko neck pe goli rakhke suicide kar leta. usse
pehle sach saabit aata ki officer uss din nashe mein
the, aur nashe mein saari cheezein ulat pulat huyi.
Tushaar ek accha aadmi tha, aur wo bacchi uski beti
thi par officer dimaag se theek nahi tha aur usne
cheezon ko galat imagine kar liya aur jo humne
dekha uski imagination thi aur usne nashe ki hok
mein dono ko shoot kiya. Aur itna traumatize tha ki
suicide

You might also like