Download as pptx, pdf, or txt
Download as pptx, pdf, or txt
You are on page 1of 10

Manicure at Home in Hindi:

Hatho Ki Khubsurti Badhaye

HRELATE.COM

Saaf suthre aur khubsurat hath mahilao ki khubsurati ko bada dete hai.
Shayad yahi wajah hai ki aajkal ki mahilaye keval chehre ki hi nahi balki pure
sharir ki khubsurti par dhyan dene lagi hai. Ham sabhi jante hai ki yadi kisi
mahila ke hath khubsurat ho to wo bhi logo ko aakarshit karte hai.
Aapke saaf suthre hath aapke vyaktitva ko darshate hai. Jab bhi aap kisi se
hath milate hai ya fir kisi ko khana serve karte hai sare kamo mai hamare
hatho ka mahtvpurn yogdan hota hai. Kyoki hum hatho se hi sara kaam lete
hai. Isliye inko rojana dekhbhal karna bhi jaruri hai.
Hatho ko khubsurat dikhane ke liye hatho ki safai hona bahut jaruri hai. Jiske
liye mahilaye parlor mai jakar manicure karwati hai. Manicure karwane se
hatho ki uchit dekhbhal hoti hai, jisse wo sundar dikhte hai.
Lekin bar bar parlor jana na hi possible ho pata hai, upar se isme kaafi paise
bhi kharch hote hai. Isliye aaj ham aapkoManicure at Home in Hindibata
rahe hai. Isse aap bina paisa bahaye ghar par hi ise kar sakti hai. To aaiye
jante hai iske tariko ke bare mai.

hrelate.com

Manicure at Home in Hindi: Jane Ghar


Par Karne Ke Aasan Tarike

hrelate.com

Hatho ke sundar hone ke liye teen baato par dhyaan dena bahut jaruri hai. Pehli
hatho ki twacha ka komal hona, dusri ungliyo ka aakar sundar ho aur tisri nakhun
saaf suthre aur sahi aakar mai ho. Hatho se sara kaam hota hai isliye sabse jyada
nuksaan hatho ki twacha ko hi hota hai. Dhul, mitti aur pani aadi lagne se hatho
ki twacha rukhi aur kharab hoti hai.
Iske atirikt rojmarra ke kaam jaise kapde dhona, bartan manjana aadi ke liye
istemal kiye jane wale sabun mai moujud rasayan bhi hamare hatho ki twacha ko
nuksan pahuchate hai jisse wo sundar nahi dikhte hai. Hatho ki sundarta ko
barkarar rakhne ke liye ham aapko bata rahe haiHow to do Manicure at Home
in Hindi.
Halke Gungune Pani Se Kare Safai
Ek tub mai halka gunguna pani le aur uske andar thoda sa shampoo dale aur
dono hatho ko tub mai dalkar 5 minute tak rakhe. Yadi aapke nakhuno par nail
polish lagi hai to use remover se nikal le uske bad hatho ko tub mai dale. Naram
brush ka istemal kar usse nakhuno ke aaspas halke hatho se ragde fir hatho ko
pani se bahar nikal le aur towel se hatho ko ponch lijiye.
Nakhuno
hrelate.com ke upar ki aur aai hui twacha ko savdhani ke sath kate. Iske bad hand

Jane Scrub Karne Ka Tarika


Hatho ke liye scrub karna bhi bahut jaruri hai aur scrub natural tarike se bana ho
to utna hi jayda accha prabhav padta hai. Natural scrub banane ke liye shakkar
mai thoda sa dudh , shahad aur olive oil ko milakar scrub taiyar kar le. Ise karne
ke pehle dono hatho ko garam pani mai bhigo le aur bane huye scrub ko hatho
par ragad le aur gungune pani se dho le. Scrub aapke hatho se dead cells ko hata
dega jisse aapke hath chamak jayenge.

Shakkar aur Jaitun Ke Tel Se Banaye Scrub:


Shakkar aur jaitun ke tel ko ek sath milakar hatho par halke halke hatho se dono
hatho ko ragad le. Isse sari mrit twacha nikal jayegi aur aapkihatho ki twacha
mulayamho jayegi.

Nimbu Se Kare Manicure


Nimbu ki chhoti chhoti slice kat kar use garam pani mai dale aur nakhuno ko isme
dalkar nimbu ki slice se ragad le. Isse ungliyo ka kalapan bhi chala jayega. Iss
kriya ko kam se kam 2 se 4 minute tak kare fir hatho pko ani se nikal le aur towel
se
ponch le.Manicure Tipske anusar nimbu ko aap kai tarah se prayog kar sakte
hrelate.com

Nimbu aur Namak Banaye Aapke Hatho Ko Sundar:


Jab bhi aap nimbu se aapki ungliyo ko ragde uske pehle ungliyo par thoda sa
namak chidak le aur uske aaspas mrit twacha ko hata de ya fir garam pani mai
thoda sa namak dalakar namak nichod le tatha usme karib 5 se 7 minute tak
ungliyo ko usme rehne de.
Nimbu aur Glycerin Laye Hatho Par Chamak:
Aapki twacha sukhi hai to nimbu mai 4 se 5 bund glycerin ki dal de aur ungliyo
ko 5 se 7 minute tak usi mai duba rehne de aur mrit twacha ko saaf kar le. Sirf
nimbu ka istemal karegi to twacha sukhi ho jayegi isliye glycerin ko milaye.
Nimbu Ke Sath Shakkar:
Nimbu aapke hatho ki rangat nikharegi aur shakkar aapke hatho par scrub ka
kaam karega. Isliyenimbuke ras mai thodi si shakkar mila kar hatho ka
manicure kare.
Hatho Ke Liye Buttermilk Manicure
Buttermilk manicure karne ke liye aapko chahiye garam pani, 2 cup malai,
hrelate.com E oil, aadha cup santre ka ras aur brush. Inn sabhi ko ek bartan mai
vitamin

Lavender Oil Se Banaye Hatho Ko Chamakdar


Gungune pani le aur usme kuch bunglavender oilki dalakar hatho ko kam se
kam 15 minute ke liye usme rehne de aisa karne se hatho ki sari gandgi nikal
jayegi aur hatho ki twacha mulayam ho jayegi.
Besan aur Dahi Ka Upyog Kare
Besan aur dahi puri twacha ke ye bahut faydemand hota hai. Yeh twacha se
tanning hatata hai aur twacha chamak jati hai. Iss paste ko banane ke liye dahi
aur besan ko ek sath milaye aur hatho par laga le tatha 15 minute bad hatho ko
hrelate.compani se dho le. Yeh hatho ka rang nikharne ke liye accha tarika hai.
thande

Malai aur Badam Ka Tel


Badam maiVitamin Ebharpur matra mai hota hai jisse twacha ki jhurriya aur
rukhapan khatam hota hai isliye malai mai badam ke tel ki kuch bunde dalkar
hatho par par laga le aur kuch der bad halke gungune pani se hatho ko dho le.

Anda Bhi Faydemand


Badam tel aur shahad mai mineral aur vitamin hote hai. Ande ke pile safed
bhag mai thoda sa shahad aur badam ke tel ki kuch bund dalkar mila le aur
mile huye misharan ko hatho par laga kar acche se ragad le isse hatho ki sari
mrit koshikaye hat jayegi aur aap saf suthre komal hath payenge.

Vaseline Ka Dekhe Kamal


Vaseline aapki twacha ko rukhepan se bachata hai ise kisi bhi tarah ki twacha
par lagaya ja sakta hai. Ise lagane se pehle gungune pani se hatho ko dho le
aur fir vaseline ko hatho par acche se laga le. Isko raat ko sone se pehle lagaye.
Yeh hatho ko komal banane ka sabse accha tarika hai.
hrelate.com

Malai Ya Ghee
Aapke hath khurdare hai to hatho par thodi si malai ya ghee ko lekar hatho par
acche se laga le. Ek ghante tak rakhne ke bad ise gungune pani se dho le.
Aapke hath naram ko chamkdar ban jayeng.

Kheere Ke Ras Kare Hatho Ka Rang Saaf


Kheere ke ras mai kuch bund glycerin aur nimbu ke ras ko ek sath milakar
hatho par laga le aur hatho ko gungune pani se dho le hatho ki twacha ka rang
saaf ho jayega. Garmiyo ke dino ke liye yeh accha vikalp hai.

Udad Dal Ka Banaye Pack


Udad dal ko raat mai bhigo de aur subah ise pees kar thodi haldi milakar paste
bana le. Ise hatho par lagaye aur kam se kam 15 se 20 minute bad ise ragad le
aur hatho ko gungune pani se dho kar towel se ponch le. Aap dekhenge ki
hatho kitanningkhatam ho gai hai.
hrelate.com

Tamatar Ka Pack
Tamatar ke guda nikal kar usme thoda sa nimbu ka ras aur chawal ka aata
milakar laga le aur use sukhne de. Kuch der bad hatho ko thande pani se dho
le. Aapke hatho ki sari gandagi saaf ho jayegi aur aap payenge saaf suthre
hath.

Upar aapne janaManicure at Home in Hindi. Yadi aap bhi chahti hai ki aapke hath
komal aur sundar dikhe to upar diye gaye tariko ko aap ghar baithe apna sakti
hai.

hrelate.com

You might also like